Pene Ke Baad Lyrics, Singer & Song Details

Bullet 1976 album cover

Bullet 1976 Album Details

Vijay Anand
Rahul Dev Burman
Anand Bakshi
Dev Anand, Parveen Babi, Rakesh Roshan

album songs
Pene Ke Baad
Singer : Asha Bhosle

Pene Ke Baad Lyrics

Song Title = Pene Ke Baad
Movie/album = Bullet (1976)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = Vijay Anand
Music Label = Saregama
Release on = 28th December, 1976

Mp3 Song Lyrics

((Mat chhedo unaki baatein inn baaton mein dum nahi
Inn baaton mein dum nahi

Kaise hum ji rahe hai, aise hum ji rahe hai
Kaise hum ji rahe hai, aise hum ji rahe hai
Jaise koyi jeher hai hasake hum pi rahe hai
Sote huye yeh din gujare jaagate beeti raaten kayi
Pine ke baad aati hai yaad bhuli huyi baatein kayi
Oh pine ke baad aati hai yaad bhuli huyi baatein kayi

Jaadu se chal rahe hai armaan nikal rahe hai
Jaadu se chal rahe hai armaan nikal rahe hai
Shole lapak rahe hain din mein dil jal rahe hain
Palakon ke niche inn aankhon ke pichhe
Chhupi hai barsaate kayi
Pine ke baad aati hai yaad bhuli huyi baatein kayi
Pine ke baad aati hai yaad bhuli huyi baatein kayi
Oh pine ke baad aati hai yaad bhuli huyi baatein kayi bhuli...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Pene Ke Baad

Pene Ke Baad is a song from Bullet 1976. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Bullet 1976 album song list for more songs and album details.