Pehli Baar Mohabbat Lyrics, Singer & Song Details

Kaminey 2009 album cover

Kaminey 2009 Album Details

Vishal Bhardwaj
Vishal Bhardwaj
Gulzar
Shahid Kapoor, Priyanka Chopra, Amole Gupte

album songs
Pehli Baar Mohabbat
Singer : Mohit Chauhan

Pehli Baar Mohabbat Lyrics

Song Title = Pehli Baar Mohabbat
Movie/Album = Kaminey (2009)
Singer(s) = Mohit Chauhan
Song Lyricists = Gulzar (Sampooran Singh Kalra)
Music Composer = Vishal Bhardwaj

Mp3 Song Lyrics

((Thode Bhige Bhige Se Thode Lamahe Hum
Kal Se Soye Woye Bhi Toh Kam Hai Hum) - 2

Dil Ne Kaisi Harkat Ki Hai
(Pehali Baar Mohabbat Ki Hai, Aakhari Baar Mohabbat Ki

Hai) - 2
Aankhen Doobi Doobi Si Surmai Maddham
Jheelen Paani Paani Hai Bas Tum Aur Hum
Hmmm Baat Badi Hairat Ki Hai
(Pehali Baar Mohabbat Ki Hai, Aakhari Baar Mohabbat Ki

Hai) - 2

Hmmm Khwaab Ke Bhoj Se Kap Kapaati Huyi
Halaki Palake Teri Yaad Aata Hai Sab
Tujhe Gud Gudaana Sataana Yuhi Sote Huye
Gaal Pe Tipana Michana Bewajah Besabab
Yaad Hai Pipal Ke Jiske Ghane Saaye The
Hamane Gilhari Ke Jhoote Matar Khaaye The
Yeh Barqat Unn Hazrat Ki Hai
(Pehali Baar Mohabbat Ki Hai, Aakhari Baar Mohabbat Ki

Hai) - 2
Pehali Baar Mohabbat Ki Hai Oo Hoo Hooo Ooo...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Pehli Baar Mohabbat

Pehli Baar Mohabbat is a song from Kaminey 2009. It is sung by Mohit Chauhan. Lyrics are credited to Gulzar. Music information: Vishal Bhardwaj. Read the lyrics above and view the Kaminey 2009 album song list for more songs and album details.