Payaliya Chhamki Ki Na Lyrics, Singer & Song Details

Do Premee 1980 album cover

Do Premee 1980 Album Details

Raj Khosla
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Rishi Kapoor, Moushumi Chatterjee, Om Prakash

album songs
Payaliya Chhamki Ki Na
Singer : Anuradha, Mohammed Rafi

Payaliya Chhamki Ki Na Lyrics

Song Title = Payaliya Chhamki Ki Na
Movie/Album = Do Premee (1980)
Singers = Anuradha Paudwal, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant Pyarelal
Director = Raj Khosla

Mp3 song lyrics

((Payaliya chanki ke na chanki chanki
Bijuriya chamki ke na chamki chamki
Payaliya chanki ke na chanki chanki
Bijuriya chamki ke na chamki chamki
Kamariya lachki ke na lachki lachki
Magar fir mat kariyo jo kiya kiya
Kiya kiya o piya o piya sun liya

Payaliya chanki ke na chanki chanki
Bijuriya chamki ke na chamki chamki
Kamariya lachki ke na lachki lachki
Magar fir mat kariyo jo kiya kiya
Kiya kiya o piya o piya sun liya
Payaliya chanki ke na

Kanch ki chudi si tu tut jati hai
Kanch ki chudi si tu tut jati hai
Sham ki radha banke ruth jati hai
Gagariya chalki ke na chalki chalki
Chunariya dhalki ke na dhalki dhalki
Kamariya lachki ke na lachki lachki
Magar fir mat kariyo jo kiya kiya
Kiya kiya o piya o piya sun liya
Payaliya chanki ke na

Aaj to mani
Aaj to mani fir na manungi batiya
Aaj to mani fir na manungi batiya
Jagoge tadpoge sari sari ratiya
Najaiya atki ke na atki atki
Gagariya bhatki ke na bhatki bhatki
Kamariya lachki ke na lachki lachki
Magar fir mat kariyo jo kiya kiya
Kiya kiya o piya o piya sun liya
Payaliya chanki ke na

Udti patang hai tu mana ho gori
Udti patang hai tu mana ho gori
Par mere hatho me hai teri dori
Barariya samjhi ke na samjhi samjhi
Badariya barsi ke na barsi barsi
Kamariya lachki ke na lachki lachki
Magar fir mat kariyo jo kiya kiya
Kiya kiya o piya o piya sun liya
Payaliya chanki ke na...))

Posted by :{Anamika Tyagi}

About Payaliya Chhamki Ki Na

Payaliya Chhamki Ki Na is a song from Do Premee 1980. It is sung by Anuradha, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Do Premee 1980 album song list for more songs and album details.