Payal Kare Ye Cham Cham Lyrics, Singer & Song Details

Mere Sapno Ki Rani 1997 album cover

Mere Sapno Ki Rani 1997 Album Details

K Raghavendra Rao
Anand, Milind Shrivastav
Dev Kohli
Asrani, Rakesh Bedi, Laxmikant Berde, Sanjay Kapoor, Madhoo, Urmila Matondkar

album songs
Payal Kare Ye Cham Cham
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Payal Kare Ye Cham Cham Lyrics

Song Title = Payal Kare Ye Cham Cham
Movie/Album = Mere Sapno Ki Rani (1997)
Singers = Alka Yagnik, Udit Narayan
Song Lyricists = Dev Kohli
Music Composer = Anand Shrivastav,
Milind Shrivastav
Director = K. Raghavendra Rao
Music Label = Zee Music

Mp3 Song Lyrics

(( Payal kare ye chham chham chudi kare ye

chhan chhan
Ye chham chham kya bole ye chhan chhan kya

bole
Paas mere aaja tarase mann jaanam
Payal kare ye chham chham chudi kare ye

chhan chhan
Ye chham chham kya bole ye chhan chhan kya

bole
Paas mere aaja tarase mann jaanam

Kuchh dekhu to sanam main dekhu bas tujhe
Kuchh sochu to sanam main sochu bas tujhe
Paayi maine khushiya tujhako jo pa liya
Durr nahi jana mujhase tu kabhi mere piya
Sath na chhodunga tera hath na chhodunga

tera
Sang me rahunga tere hardam jaanam
Payal kare ye chham chham chudi kare ye

chhan chhan

Naino ka ye likha naino ne padh liya
Is dil ne jo kaha us dil ne sun liya
Hothon pe bhi aa gaya pyaar hame ho gaya
Maine tujhe tune mujhe saathi kab chun liya
Main bani hun tere liye tu bana hai mere

liye
Tu hai dil mera to main hun dhadakan jaanam
Payal kare ye chham chham chudi kare ye

chhan chhan
Ye chham chham kya bole ye chhan chhan kya

bole
Paas mere aaja tarase mann jaanam
Payal kare ye chham chham chudi kare ye

chhan chhan...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Payal Kare Ye Cham Cham

Payal Kare Ye Cham Cham is a song from Mere Sapno Ki Rani 1997. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to Dev Kohli. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Mere Sapno Ki Rani 1997 album song list for more songs and album details.