Pasand Aaya Hai Dil Lyrics, Singer & Song Details

Darbaar 1955 album cover

Darbaar 1955 Album Details

None
Hansraj Behl
Asad Bhopali
None

album songs
Pasand Aaya Hai Dil
Singer : Talat Mahmood

Pasand Aaya Hai Dil Lyrics

Song Title = Pasand Aaya Hai Dil
Song Lyrics Movie = Darbaar
Singers = Talat Mahmood
Song Lyricists = Asad Bhopali
Music Composer = Hansraj Behl
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Pasand aya hai dil
Mera to apne pas
Rehne do
Pasand aya hai dil
Mera to apne pas
Rehne do
Mujh sari khudai
Agar bura
Kehti hai
Kehne do
Pasand aya hai dil
Mera

Mujh tumse mohobat hai
Me tumse pyar karta hu
Magar me tumse apni
Dasta kehne se
Darta hu
Zaba khulti nahi
Zaba khulti nahi
Ye dasta
Nazro se kehne do
Aji nazaro
Se kehne do
Pasand aya hai dil
Mera to apne pas
Rehne do
Mujh sari khudai
Agar bura
Kehti hai
Kehne do
Pasand aya hai dil
Mera

Mubarakh ho tumahri
Muskurati
Zindagi tumko
Mere nakam rehne me
Jo hoti hai khushi
Tumko
To me nakam hi acha
To me nakam hi acha
Mujh nakam rehne do
Aji nakam rehne do
Pasand aya hai dil
Mera to apne pas
Rehne do
Mujh sari khudai
Agar bura
Kehti hai
Kehne do
Pasand aya hai dil
Mera

Abhi kya hai
Abhi to har
Kadam par
Chot khana hai
Magar dil ko tumahre
Pyar ke kabil
Banana hai
Mujh ruswaiya
Mujh ruswaiya
Apnai khushi ke sath
Sehne do
Khushi ke sath
Sehne do
Pasand aya hai dil
Mera to apne pas
Rehne do
Mujh sari khudai
Agar bura
Kehti hai
Kehne do
Pasand aya hai dil
Mera.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Pasand Aaya Hai Dil

Pasand Aaya Hai Dil is a song from Darbaar 1955. It is sung by Talat Mahmood. Lyrics are credited to Asad Bhopali. Music information: Hansraj Behl. Read the lyrics above and view the Darbaar 1955 album song list for more songs and album details.