Parda Utha Parda Utha Lyrics, Singer & Song Details

Roop Ki Rani Choron Ka Raja 1993 album cover

Roop Ki Rani Choron Ka Raja 1993 Album Details

Satish Kaushik
Laxmikant Pyarelal
Javed Akhtar
Anil Kapoor, Sridevi, Anupam Kher, Paresh Rawal, Jackie Shroff, Ram Sethi

album songs
Parda Utha Parda Utha
Singer : Amit Kumar, Kavita

Parda Utha Parda Utha Lyrics

Song Title = Parda Utha Parda Utha
Movie/album = Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1993)
Singers = Amit Kumar, Kavita Krishnamurthy
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Satish Kaushik

Mp3 Song Lyrics

((Rang bhara ye shama hai
Raat hasin hai jawa hai
Saj baje dil gaye
Dhadkan kahti jaye
Parde ke pichhe
Parde ke pichhe koi chhupa hai
Karle tu hausla
Parda utha parda utha
Parda utha parda utha

Rang bhara ye shama hai
Raat hasin hai jawa hai
Saj baje dil gaye
Dhadkan kahti jaye
Parde ke pichhe
Parde ke pichhe koi chhupa hai
Karle tu hausla
Parda utha parda utha
Parda utha parda utha

Waqt sunata hai jo kahani
Aaj wo puri hogi
Hai jo musafir aur manjil mein
Khatam wo duri hogi
Apni hai ye kahani
Gujri yu jindgani
Apne milne na paye
Sab hamse the paraye
Sathi ne aisa luta
Apna ghar hamse chuta
Apna ghar hamse chuta
Aaj milega tujhko karmo ka
Aaj milega tujhko karmo ka
Tujhko pura sila
Parda utha parda utha

Mere bhi jakhmo ka hisab
Naaj usko dena hoga
Sacha har ilzam use
Apne sar lena hoga
Hoga hoga
Mera tha ek gharonda
Usne pairo se ronda
China ghar bar jisne
China har pyar jisne
Mujrim na maf hoga
Aaj insaf hoga
Aaj insaf hoga
Kya aise mujrim ki saja hai
Kya aise mujrim ki saja hai
Hoga ye faisla
Parda utha utha parda utha

Jeeta hai dusman ab tak
Har baji hamne mana
So hai sunar ki ek luhar ki
Usne ye na jana
Julm ki jahan wai wai
Ab na falegi wai wai
Pap ki naav wai wai
Ab na chalegi wai wai
Pap ki lanka wai wai
Pal mein ujadegi wai wai
Jhuth ki takat wai wai
Pal mein bigdegi wai wai
Hai wo chalak hai mana
Usne na hamko jana
Kaun hai tum aur kaun hu main
Kaun hai tum aur kaun hu main
Wo bhi to jane jara
Tu roop ki rani tu choro ka raja
Tu roop ki rani tu choro ka raja..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Parda Utha Parda Utha

Parda Utha Parda Utha is a song from Roop Ki Rani Choron Ka Raja 1993. It is sung by Amit Kumar, Kavita. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Laxmikant Pyarelal. Read the lyrics above and view the Roop Ki Rani Choron Ka Raja 1993 album song list for more songs and album details.