Parbat Ki Unchai Par Lyrics, Singer & Song Details

Naag Mani 1991 album cover

Naag Mani 1991 Album Details

V Menon
Anu Malik
Santosh Anand
Sumeet Sehgal, Shikha Swaroop, Kiran Kumar, Aruna Irani

album songs
Parbat Ki Unchai Par
Singer : Anuradha Paudwal Suresh Wadkar

Parbat Ki Unchai Par Lyrics

Song Title = Parbat Ki Unchai Par
Movie/Album = Naag Mani (1991)
Singers = Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar
Song Lyricists = Santosh Anand
Music Composer = Anu Malik
Director = V. Menon

Mp3 Song Lyrics

((Parwat ki unchai par
Parwat ki unchai par
Thahar gayi hai sham
Parwat ki unchai par
Thahar gayi hai sham
Leke tera naamleke tera naam
Tere path me deep jalaye
Tere path me deep jalaye
Baithi hu dil tham
Ho leke tera naam
Ho leke tera naam

Sawari badli ke saye me
Chand khada intzar me
Ho ab to aaja besabri se
Dedi mujhe bahar re
Sawari badri ke saye me
Chand khada intzar me
Ab to aaja besabri si
Dedi mujhe bahar ne
Ab to aaja besabri si
Dedi mujhe bahar ne
Teri soch me chod diye hai
Teri soch me chod diye hai
Dunia ke sab kam
Leke tera naamho leke tera naam

Teri yad me itni dubi
Jag anjana ho gaya
Ho mujhko bin batlaye mera
Dil diwana ho gaya
Teri yad me itna duba
Jag anjana ho gaya
Mujhko bin batlaye mera
Dil diwana ho gaya
Mujhko bin batlaye mera
Dil diwana ho gaya
Dard ki mari meera jaise
Dard ki mari meera jaise
Khoj rahi ho sham
Leke tera naam
Leke tera naam.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Parbat Ki Unchai Par

Parbat Ki Unchai Par is a song from Naag Mani 1991. It is sung by Anuradha Paudwal Suresh Wadkar. Lyrics are credited to Santosh Anand. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Naag Mani 1991 album song list for more songs and album details.