Pani Ka Bulbula Ye Lyrics, Singer & Song Details

Suhagan 1954 album cover

Suhagan 1954 Album Details

Anant Mane
C. Ramchandra, Vasant Desai
Saraswati Kumar Deepak
Jaswant, Geeta Bali, Sulochana, Vijay Laxmi, Jankidas

album songs
Pani Ka Bulbula Ye
Singer : Geeta Dutt, C. Ramchandra

Pani Ka Bulbula Ye Lyrics

Song Title = Pani Ka Bulbula Ye
Movie/album =Suhaagan (1954)
Singers = Geeta Dutt, C. Ramchandra
Song Lyricists = Saraswati Kumar Deepak
Music Director = C. Ramchandra, Vasant Desai
Director = Anant Mane

Mp3 Song Lyrics

((Pani ka bulbula
Pani ka bulbula ye zindgani
Kaliyo ki hai do din ki jawani
Haske bitaye ja gake bitaye ja
Masti ki nayi basti basaye jao
Pani ka bulbula ye zindgani
Kaliyo ki hai do din ki jawani
Haske bitaye ja gake bitaye ja
Masti ki nayi basti basaye jao

Deep bujh jayega piche pachtayega
Deep bujh jayega piche pachtayega
Rup jal jalyega aasu bahayega
Sapno ko gaye man ko bahlaye ja
Pani ka bulbula ye zindgani
Kaliyo ki hai do din ki jawani
Haske bitaye ja gake bitaye ja
Masti ki nayi basti basaye jao

Khushiyo ki jholi
Khushiyo ki jholi
Bhar le jholi
Kismat ki kashti doli na doli
Kismat ki kashti doli na doli
Muskuraye ja muskuraye ja muskuraye ja
Mann mera hai tere waste
Aage aage badhta jaye ja
Pani ka bulbula ye zindgani
Kaliyo ki hai do din ki jawani
Haske bitaye ja gake bitaye ja
Masti ki nayi basti basaye jao ))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Pani Ka Bulbula Ye

Pani Ka Bulbula Ye is a song from Suhagan 1954. It is sung by Geeta Dutt, C. Ramchandra. Lyrics are credited to Saraswati Kumar Deepak. Music information: C. Ramchandra, Vasant Desai. Read the lyrics above and view the Suhagan 1954 album song list for more songs and album details.