Panchhi Aur Pardesi Lyrics, Singer & Song Details

Veena 1948 album cover

Veena 1948 Album Details

Jagatrai Pesumal Advani
Anil Krishna Biswas
Swami Ramanand Saraswati
Sulochana Chatterji, Veera, Rehman, Yaqub

album songs
Panchhi Aur Pardesi
Singer : Shamshad Begum

Panchhi Aur Pardesi Lyrics

Song Title = Panchhi Aur Pardesi
Movie/album = Veena (1948)
Singers = Shamshad Begum
Song Lyricists = Swami Ramanand Saraswati
Music Composer = Anil Krishna Biswas
Director = Jagatrai Pesumal Advani

Mp3 Song Lyrics

((Panchhi aur pardesi
Panchhi aur pardesi
Dono nahi kisi ke meet
Panchhi aur pardesi
Panchhi aur pardesi

Jaise nain se nikla aasu
Fir na nain shmaye
Jaise nain se nikla aasu
Fir na nain shmaye
Waise hi pardesh me sajan
Jakar me laut ke na aaye
Waise hi pardesh me sajan
Jakar mein laut ke na aaye
Virah mein ro ro ke jaye
Virah mein ro ro ke jaye
Sari umariya meri
Panchhi aur pardesi
Panchhi aur pardesi
Dono nahi kisi ke meet
Panchhi aur pardesi

Aag lagaye aur na bujhaye
Aag lagaye aur na bujhaye
Premi ke naina mein bas kar
Fir na nain milaye
Premi ke naina me bas kar
Fir na nain milaye
Apna bairi aap bane wo
Apna bairi aap bane wo
Karega inse preet
Panchhi aur pardesi
Panchhi aur pardesi
Dono nahi kisi ke meet
Panchhi aur pardesi
Panchhi aur pardesi....))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Panchhi Aur Pardesi

Panchhi Aur Pardesi is a song from Veena 1948. It is sung by Shamshad Begum. Lyrics are credited to Swami Ramanand Saraswati. Music information: Anil Krishna Biswas. Read the lyrics above and view the Veena 1948 album song list for more songs and album details.