Palkon Se Chaand Lyrics, Singer & Song Details

Satya 2 2013 album cover

Satya 2 2013 Album Details

Ram Gopal Varma
Nitin Raikwar
Moied Elhaam
Puneet Singh Ratn

album songs
Palkon Se Chaand
Singer : Rishi Singh, Shweta Pandit

Palkon Se Chaand Lyrics

Song Title = Palkon Se Chaand
Movie/Album = Satya 2 2013
Singer = Rishi Singh, Shweta Pandit
Lyrics = Moied Elhaam
Music = Nitin Raikwar

Mp3 Songs Lyrics

((Palkon se, pehron mein
Palkon se chaand kaat ke
Pehron mein raat kheti hoon
Dil uchhal ke rukta hai
Main lapak ke thaam leti hoon

Ye jo main kehti hoon
Wo main na kehti hoon
Jaane ye kya ho gaya

Palkon se chaand kaat ke
Pehron mein raat kheta hoon
Dil uchhal ke rukta hai
Main lapak ke thaam leta hoon

Ye jo main kehta hoon
Wo main na kehta hoon
Jaane ye kya ho gaya

Palkon se chaand kaat ke
Pehron mein raat kheta hoon

Aye hey

Haan baadalon ko noch ke tera
Aks bunti rehti hoon
Palkon se
Paaniyon ke haathon pe tera
Naam chunti rehti hoon

O O O
Baadalon ko noch ke tera
Aks bunti rehta hoon
Paaniyon ke haathon pe tera
Naam chunti rehta hoon

Chhap tere pairon ki
Nazron pe ukerna
Zulfon ki imamilat
Ungaliyon se pherna

Ye jo main kehti hoon
Wo main na kehti hoon
Jaane ye kya ho gaya

Palkon se chaand kaat ke
Pehron mein raat kheti hoon

Haan din utar ke aankhon se mera
Ret pe tikk jaata hai
Tu phisal ke baahon se jo
Nazar na aata hai

O din utar ke aankhon se mera
Ret pe tikk jaata hai
Tu phisal ke baahon se meri jo
Nazar na aata hai

Saanson pe ruke-ruke
Aitbaar rakhti hoon kya
Khidkiyon pe baandh ke tera
Intezar rakhtii hoon

Aahat pe mudta hoon
Dhadkan se judta hoon
Jaane ye kya ho gaya

Palkon se chaand kaat ke
Pehron mein raat kheta hoon
Dil uchhal ke rukta hai
Main lapak ke thaam leta hoon

Ye jo main kehta hoon
Wo main na kehti hoon
Jaane ye kya ho gaya

Palkon se chaand kaat ke
Pehron mein raat kheta hoon
Dil uchhal ke rukta hai
Main lapak ke thaam leta hoon..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Palkon Se Chaand

Palkon Se Chaand is a song from Satya 2 2013. It is sung by Rishi Singh, Shweta Pandit. Lyrics are credited to Moied Elhaam. Music information: Nitin Raikwar. Read the lyrics above and view the Satya 2 2013 album song list for more songs and album details.