Palken Uthake Dekhiye Lyrics, Singer & Song Details

Jaane Hoga Kya 2006 album cover

Jaane Hoga Kya 2006 Album Details

Ankush, Glenn
Nikhil, Vinay
Sameer
Aftab Shivdasani, Bipasha Basu, Preeti Jhangiani

album songs
Palken Uthake Dekhiye
Singer : Anuradha Paudwal

Palken Uthake Dekhiye Lyrics

Song Title = Palkein Uthake Dekhiye
Movie or Album = Jaane Hoga Kya
Singer(s) = Anuradha Paudwal
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Nikhil, Vinay
Director = Glen Barretto , Ankush Mohla

Mp3 Song Lyrics

((Palkein Uthaake Dekhiye, Nazrein Milaaiye
dhadkan Ko Bhi Khabbar Na Ho, Youn Dil Mein Aayiye
palkein Uthaake Dekhiye, Nazrein Milaaiye
palkein Uthaake Dekhiye, Nazrein Milaaiye
dhadkan Ko Bhi Khabbar Na Ho

palkein Uthaake Dekhiye

armaan Keh Rahe Hain Kya, Aaja Bol Doon
armaan Keh Rahe Hain Kya, Aaja Bol Doon
shabnam Apne Pyaar Ki, Tujh Mein Khol Doon

tumko Meri Hai Kasam, Tum Deewane Ho Sanam
tumko Meri Hai Kasam, Tum Deewane Ho Sanam
youn Shararat Na Karo

zulfon Giraake Istarah, Na Muskuraaiye
zulfon Giraake Istarah, Na Muskuraaiye
dhadkan Ko Bhi Khabbar Na Ho
dhadkan Ko Bhi Khabbar Na Ho, Youn Dil Mein Aayiye

palkein Uthaake Dekhiye

dilbar Do Jahaan Se Hum Hain Bekhabbar
hai, Dilbar Do Jahaan Se Hum Hain Bekhabbar
ruswa Kar Na De Humein Logon Ki Nazar

jaan-e-jaana Humsafar, Ishq Karna Hai Agar
jaan-e-jaana Humsafar, Ishq Karna Hai Agar
na Zamaane Se Daro

aana Hai Jo Kareeb To Ab Na Daraaiye
aana Hai Jo Kareeb To Ab Na Daraaiye
dhadkan Ko Bhi Khabbar Na Ho
dhadkan Ko Bhi Khabbar Na Ho, Youn Dil Mein Aayiye

palkein Uthaake Dekhiye, Nazrein Milaaiye
palkein Uthaake Dekhiye, Nazrein Milaaiye
dhadkan Ko Bhi Khabbar Na Ho
dhadkan Ko Bhi Khabbar Na Ho, Youn Dil Mein Aayiye
youn Dil Mein Aayiye, Youn Dil Mein Aayiye))

Posted by : {Soni Kumari}

About Palken Uthake Dekhiye

Palken Uthake Dekhiye is a song from Jaane Hoga Kya 2006. It is sung by Anuradha Paudwal. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nikhil, Vinay. Read the lyrics above and view the Jaane Hoga Kya 2006 album song list for more songs and album details.