Paise Ka Mantar Paise Lyrics, Singer & Song Details

Paisa Hi Paisa 1956 album cover

Paisa Hi Paisa 1956 Album Details

Mehrish
Anil Krishna Biswas
Majrooh Sultanpuri
Kishore Kumar, Mala Sinha, Shakila Radakrishan, Amar Murad

album songs
Paise Ka Mantar Paise
Singer : Kishore Kumar

Paise Ka Mantar Paise Lyrics

Song Title = Paise Ka Mantar Paise
Movie/Album = Paisa Hi Paisa (1956)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Anil Krishna Biswas
Director = Mehrish

Mp3 Song Lyrics

((Paise ka mantar paise ka jantar
Paisa paisa chhu chhu
Jate pran palatkar aave
Gajab hai tera jadu palat
Paise ka mantar paise ka jantar
Paisa paisa chhu chhu
Jate pran palatkar aave
Gajab hai tera jadu palat
Chhu chhu chhumantar
Hai jadu mantar
Chhu chhu chhumantar
Hai jadu mantar
Chhu chhu chhu chhu

Bin tere hai ved doctor
Sab kaudi ke tin
Tere aage jhuti pad jati paintlin
Bin tere hai ved doctor
Sab kaudi ke tin
Tere aage jhuti pad jati paintlin

Badi davayi nagad narayan
Badi davayi nagad narayan
Baki chhaka chhu chhu chhu
Baki chhaka chhu chhu chhu
Gajab tera jadu chhu
Paise ka mantar paise ka jantar
Paisa paisa chhu chhu
Jate pran palatkar aave
Gajab hai tera jadu palat
Paise ka mantar paise ka jantar
Paisa paisa chhu chhu
Jate pran palatkar aave
Gajab hai tera jadu palat
Chhu chhu chhumantar
Hai jadu mantar
Chhu chhu chhumantar
Hai jadu mantar
Chhu chhu chhu chhu

Teri khatir mulla pandit
Sab beche imaan sach hai
Tere hatho sach ka ullu
Banta hai insa sach hai
Tere hi khatir hai ye saari
Main main tu tu sach hai
Paisa hi allah paisa hi data
Paise ka mantar paise ka jantar
Paisa paisa chhu chhu
Jate pran palatkar aave
Gajab hai tera jadu palat

Paisa hi bhagwan sach hai
Paisa hi baba paisa hi bhaiya
Paisa hi amma jaan sach hai
Tu hai to sab rishta nata
Nahi to bandak bhu sach hai

Ek tere bina lakho phire
Banke nikhattu
Ek tere hi hunter se chale
Duniya la tattu
Ek teri hi tori pe nache
Dharti ka lattu
O nache dharti ka lattu
O nache dharti ka lattu

Teri chamak se andhi
Ankhiya mare naina ban
Mare naina ban
Teri khanak pe marta murga
Uthke lagave tan

Ho tujhse hi jeevan ka murga
Tujhse hi jeevan ka murga
Bole kukadu ku bole kukadu ku
Bole kukadu ku
Gajab hai tera jadu palat
Paise ka mantar paise ka jantar
Paisa paisa chhu chhu
Jate pran palatkar aave
Gajab hai tera jadu palat
Chhu chhu chhumantar
Hai jadu mantar
Chhu chhu chhumantar
Hai jadu mantar
Chhu chhu chhu chhu
Palat tera dhyan kidhar hai babu...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Paise Ka Mantar Paise

Paise Ka Mantar Paise is a song from Paisa Hi Paisa 1956. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Anil Krishna Biswas. Read the lyrics above and view the Paisa Hi Paisa 1956 album song list for more songs and album details.