Pairon Ko Pankh Laga Ke Lyrics, Singer & Song Details

Yehi Hai Zindagi 2004 album cover

Yehi Hai Zindagi 2004 Album Details

Ajay Phansekar, Raam Shetty
Arvind Haldipur
Sanjay Churmure
Parvin Dabas, Benjamin Gilani, Sahil Khan

album songs
Pairon Ko Pankh Laga Ke
Singer : Kavita Krishnamurthy

Pairon Ko Pankh Laga Ke Lyrics

Song Title = Pairo Ko Pankh Laga Ke
Movie/Album = Yehi Hai Zindagi (2004)
Singers = Kavita Krishnamurthy
Song Lyricists = Sanjay Churmure
Music Director = Arvind Haldipur

Mp3 Song Lyrics

((pairo ko pankh laga ke paayaliya aise chhanke
dharti ko swarg banaane dharti ko swarg banaane
aayi main aayi lahrake aayi main aayi lahrake balkhake
pairo ko pankh laga ke paayaliya aise chhanke

chand ke raste ujle sitaro ka libaaz pehne
najuk si pari aayi baadlo ka dupatta odh ke
phulo ki pankhudiya khil ke prem
tyag mamta se mehke balkhake
pairo ko pankh laga ke paayaliya aise chhanke

suro ko saanso me leke tan man ek hoke
suro ko saanso me leke tan man ek hoke
geet gaaye malhaaro ke ghunghruo ke sang rang ke
khwab ye chupke se jhaake man me prem jagaa ke balkhake
pairo ko pankh laga ke paayaliya aise chhanke
dharti ko swarg banaane dharti ko swarg banaane
aayi main aayi lahrake aayi main aayi lahrake balkhake
pairo ko pankh laga ke paayaliya aise chhanke
pairo ko pankh laga ke paayaliya aise chhanke))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Pairon Ko Pankh Laga Ke

Pairon Ko Pankh Laga Ke is a song from Yehi Hai Zindagi 2004. It is sung by Kavita Krishnamurthy. Lyrics are credited to Sanjay Churmure. Music information: Arvind Haldipur. Read the lyrics above and view the Yehi Hai Zindagi 2004 album song list for more songs and album details.