Paayal Bajaati Chali Ho Kahaan Lyrics, Singer & Song Details

Badi Didi 1969 album cover

Badi Didi 1969 Album Details

Narendra Suri
Ravi Shankar Sharma
Rajendra Krishan
Jeetendra, Nanda, Om Parkesh, Aruna Irani, Nasir Husain, Ulhas, Jeevan

album songs
Paayal Bajaati Chali Ho Kahaan
Singer : Mahendra Kapoor

Paayal Bajaati Chali Ho Kahaan Lyrics

Song Lyrics Title = Payal Bajati Chali Ho Kaha
Song Lyrics Movie = Badi Didi (1969)
Singers = Mahendra Kapoor
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Ravi Shankar Sharma


Mp3 Song Lyrics

((Is chand se mathe pe jo
Bal dekh raha hu
Hilta hua ek taj mahal dekh raha hu
Payal bajati chali ho kahan
Payal bajati chali ho kahan
Dil tham kar hum khade hai yaha
Aise na ja aye dilruba
Abhi pyar hona laga hai jawa
Payal bajati chali ho kahan
Dil tham kar hum khade hai yaha
Aise na ja aye dilruba
Abhi pyar hona laga hai jawa
Payal bajati chali ho kahan

Chhed jara si hamne ki
Aur bura tum man gaye
Chhed jara si hamne ki
Aur bura tum man gaye
Deewane se pyar hai tumko
Dar parda hum jan gaye
Dar parda hum jan gaye
Payal bajati chali ho kahan
Dil tham kar hum khade hai yaha
Aise na ja aye dilruba
Abhi pyar hone laga hai jawa
Payal bajati chali ho kahan

Chhodo bhi jid man bhi jao
Aao baithe pyar kare
Chhodo bhi jid man bhi jao
Aao baithe pyar kare
Ik manjil ke hum do rahi
Ulfat ka ikrar kare
Ulfat ka ikrar kare
Payal bajati chali ho kahan
Dil tham kar hum khade hai yaha
Aise na ja aye dilruba
Abhi pyar hone laga hai jawa
Payal bajati chali ho kahan...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Paayal Bajaati Chali Ho Kahaan Video

About Paayal Bajaati Chali Ho Kahaan

Paayal Bajaati Chali Ho Kahaan is a song from Badi Didi 1969. It is sung by Mahendra Kapoor. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Badi Didi 1969 album song list for more songs and album details.