Paas Bolati Hai Lyrics, Singer & Song Details

Jaanwar 1999 album cover

Jaanwar 1999 Album Details

Suneel Darshan
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Akshay Kumar, Karisma Kapoor, Shilpa Shetty

album songs
Paas Bolati Hai
Singer : Alka Yagnik, Sunidhi Chauhan

Paas Bolati Hai Lyrics

Song Title = Paas Bolati Hai
Movie or Album = Jaanwar (1999)
Singers = Alka Yagnik, Sunidhi Chauhan
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Suneel Darshan

Mp3 Song Lyrics

((Maa, o maa
Maa, o maa
Maa, o maa
Maa, o maa
Paas bulati hai
Kitna rulati hai
Paas bulati hai
Kitna rulati hai
Yaad tumhari jab jab mujhko aati hai
Aati hai
Paas bulati hai
Kitna rulati hai
Paas bulati hai
Kitna rulati hai
Yaad tumhari jab jab mujhko aati hai
Aati hai
Jinke sar pe mamta ki duayein hain
Kismat waale woh hain jinki maaein hain
Jinke sar pe mamta ki duayein hain
Kismat waale woh hain jinki maaein hain
Jism to hota hai, par jaan nahi hota
Unse poocho, jinki maa nahi hoti
Lori sunati hai, chup ke sulati hai
Lori sunati hai, chup ke sulati hai
Yaad tumhari jab jab mujko aati hai
Aati hai..

Aaja seene se tujhko lagaa loon mein
Cheer ke tujhko dil ko, dhadkan mein chupa loon
Main
Aaja seene se tujhko lagaa loon mein
Cheer ke tujhko dil ko, dhadkan mein chupa loon
Main
Saawan ban ban ke meri aankhein bharti hain
Tere liye kitna ye pal pal tarsi hain
Kitna sataati hain, jaane jaati hain
Kitna sataati hain, jaane jaati hain
Yaad tumhari jab jab mujhko aati hai
Aati hai..
Aaaaaa....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Paas Bolati Hai

Paas Bolati Hai is a song from Jaanwar 1999. It is sung by Alka Yagnik, Sunidhi Chauhan. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Jaanwar 1999 album song list for more songs and album details.