Paani Main Aag Lyrics, Singer & Song Details

Apna Bana Lo 1982 album cover

Apna Bana Lo 1982 Album Details

J. Om Prakash
Laxmikant , Pyarelal
Anand Bakshi
Jeetendra, Rekha, Shakti Kapoor

album songs
Paani Main Aag
Singer : Asha Bhosle

Paani Main Aag Lyrics

Song Lyrics Title = Pani main aag lagane
Song Lyrics Movie = Apna bana lo 1982
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant Shantaram Kudalkar, Pyarelal Ramprasad Sharma
Director = J. Om Prakash
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics


((Pani me aag lagane ki raat hai
Pani me aag lagane ki raat hai
Jalne ki raat hai ye
Jalane ki raat hai
Jalne ki raat hai ye
Jalane ki raat hai

Pani me pani me aag
Lagane ki raat hai
Jalne ki raat hai ye
Jalane ki raat hai

Ye baat hui kal raat hui
Har raat hui ye baat hui
Sarmane lagi main jane lagi
Jane na diya dilbar ne kaha
Jane ki nahi ye aane ki raat
Jalne ki raat hai ye
Jalane ki raat hai
Jalne ki raat hai ye
Jalane ki raat hai

Ek bhul hui haye haye
Mujhse kabhi
Ek bhul hui haye haye
Mujhse kabhi
Dil unko diya ek wada kiya
Ab yaad karu faryad karu
Mai aaj badi
Muskil me padi
Wo bole aaj wada
Nibhane ki raat hai
Jalne ki raat hai ye
Jalane ki raat hai
Jalne ki raat hai ye
Jalane ki raat hai

Dee hamne kasam
Mar jayege ham
Aisa na karo
Tohmat se daro
Hoga ye gjab
Par kya kare ab
Ham parda nashi
Wo karte nahi
Kahte hai wo aaj
Parda uthane ki raat hai
Jalne ki raat hai ye
Jalane ki raat hai
Jalne ki raat hai ye
Jalane ki raat hai

Pani me aag
Lagane ki raat hai
Jalne ki raat hai ye
Jalane ki raat hai
Jalne ki raat hai ye
Jalane ki raat hai..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Paani Main Aag Video

About Paani Main Aag

Paani Main Aag is a song from Apna Bana Lo 1982. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant , Pyarelal. Read the lyrics above and view the Apna Bana Lo 1982 album song list for more songs and album details.