Ooi Maa Ye Kya Ho Gaya Lyrics, Singer & Song Details

Aao Pyar Karen 1994 album cover

Aao Pyar Karen 1994 Album Details

Ravendra Peepat
Aadesh Shrivastava
Shyam Raj
Saif Ali Khan, Shilpa Shetty, Somy Ali

album songs
Ooi Maa Ye Kya Ho Gaya
Singer : Sushma Shrestha

Ooi Maa Ye Kya Ho Gaya Lyrics

Song Lyrics Title = Ooi Maa Ye Kya Ho Gaya
Song Lyrics Movie = Aao Pyaar Karen (1994)
Singers = Sushma Shrestha (Poornima)
Song Lyricists = Shyam Raj
Music Director = Aadesh Shrivastava
Director = Ravendra Peepat
Music Label = Tips Music
Release on = 25th November, 1994


Mp3 Song Lyrics

((Oee maa ha aha, uyi ma ye kya ho gaya
Jane kaha dil kho gaya
Pyasi ye nigahe suni suni bahe tujhko pukare piya
Toba ye kya ho gaya, jane kaha dil kho gaya
Tere liye jana hua mai diwana tune kya jadu kiya
Oee maa ha aha

Sarad shama hai dard jawa hai
Aj nase me dil ka jaha hai aja aja
Jhum uthi hai rat kuwari kaise chpau mai bekarari
Yara o yara
Haye resmi adaye nayuhi bit jaye, samjho kya bole jiya
Oee maa ha aha

Dhal ke jo anchal chalke jawani
Mere labo ki mange nisani aja ho aja
Ang lagake pyas bujhade
Aj kali ko phul banade yara o yara
Ja pe ban ayi ye teri angadai, tanha na jaye jiya

Oee maa ye kya ho gaya jane kaha dil kho gaya
Pyasi ye nigahe suni suni bahe tujhko pukare piya
Toba ye kya ho gaya jane kaha dil kho gaya
Tere liye jana hua mai diwana tune kya jadu kiya
Oee maa uyi ma uyi ma ha aha..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ooi Maa Ye Kya Ho Gaya

Ooi Maa Ye Kya Ho Gaya is a song from Aao Pyar Karen 1994. It is sung by Sushma Shrestha. Lyrics are credited to Shyam Raj. Music information: Aadesh Shrivastava. Read the lyrics above and view the Aao Pyar Karen 1994 album song list for more songs and album details.