Om Jai Jagadish Title Lyrics, Singer & Song Details

Om Jai Jagdesh 2002 album cover

Om Jai Jagdesh 2002 Album Details

Anupam Kher
Anu Malik
Sameer
Waheeda Rehman, Anil Kapoor, Fardeen Khan, Abhishek Bachchan, Mahima Chaudhry, U

album songs
Om Jai Jagadish Title
Singer : K.K., Abhijeet, Alka

Om Jai Jagadish Title Lyrics

Song Title = Om Jai Jagadish Title
Movie/album = Om Jai Jagadish (2002)
Singers = Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik, Hariharan, Krishnakumar Kunnath (K.K)
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Anu Malik
Director = Anupam Kher
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Apni maryada hai paawan yeh ghar apna
Apni maryada hai paawan yeh ghar apna
Is ghar mein dekha hai humne kya kya sapna
Jaise pooja ka mandir se
Jaise pooja ka mandir se
Jaise kirno ka ambar se
Aisa apna naata hum tere aasre
Oh hum tere aasre
Om jai jagadish hare
Swaami jai jagadish hare
Bhakt jano ke sankat
Daas jano ke sankat
Pal mein door kare
Om jai jagadish hare

Saath karmo ke path par jaaye
Mann mein rahe balaye
Dush karmo ki baat na sochche
Hum na kare burayi
Saath karmo ke path par jaaye
Mann mein rahe balaye
Dush karmo ki baat na sochche
Hum na kare burayi
Rag rag mein ho teri bhakti
Rag rag mein ho teri bhakti
De de hum ko itni shakti
Daata sach kehne se dil kabhi na darre
Hum tere aasre
Oh hum tere aasre
Om jai jagadish hare
Swaami jai jagadish hare
Bhakt jano ke sankat
Daas jano ke sankat
Pal mein door kare
Om jai jagadish hare

Samay koyi bhi aaye jaaye koyi bhi mausam ho
Saara jeevan antar mann se prem ka bhi na kam ho
Ek duje ka bal ban jaaye
Ek duje ka bal ban jaaye
Waqt pade to pran lutaaye
Sukh dukh saath hai sehna
Hum rahe na pare
Hum tere aasre
Oh hum tere aasre
Om jai jagadish hare
Swaami jai jagadish hare
Bhakt jano ke sankat
Daas jano ke sankat
Pal mein door kare
Om jai jagadish hare.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Om Jai Jagadish Title

Om Jai Jagadish Title is a song from Om Jai Jagdesh 2002. It is sung by K.K., Abhijeet, Alka. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Om Jai Jagdesh 2002 album song list for more songs and album details.