Oh Jaaniya Haal Yeh Lyrics, Singer & Song Details

Wedding Pullav 2015 album cover

Wedding Pullav 2015 Album Details

Binod Pradhan
Salim, Sulaiman Merchant
Irfan Siddique
Anushka Ranjan, Diganth Manchale, Karan Grover, Rishi Kapoor

album songs
Oh Jaaniya Haal Yeh
Singer : Raj Pandit, Salim Merchant

Oh Jaaniya Haal Yeh Lyrics

Song Title = Oh Jaaniya Haal Yeh
Movie/album = Wedding Pullav (2015)
Singers = Raj Pandit, Salim Merchant, Shreya Ghoshal
Song Lyricists = Irfan Siddique
Music Director = Salim Merchant, Sulaiman Merchant
Director = Binod Pradhan

Mp3 Song Lyrics

((Soch main hoon zara
Ye kya ho gaya ?
Lag raha hai sab mujhe, naya naya

Oh jaaniya, haal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Tune mujhe kya, kar diya

Chhidd gaya, aap hi
Tu woh saaz hai
Khul gaya, aap hi
Tu woh raaz hai

Oh jaaniya, haal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Tune mujhe kya, kar diya

Khwaabon ne guzarishein ki
Aankhon ne shikayatein ki,
Neend aayi na

Haaye
Saanson ne sifarishein ki
Dilon ne himakatein ki,
Huye imtihaan haaye
Dil ko lihaaza pyaar ho gaya

Jaise honthon pe halki si,
Aayi hansi lekin
Aankhein ye gili ho,
Tu hai woh aansoon, jaaniya

Ho o
Waise nadaan hoon, hairaan hoon
Thoda pareshaan hoon
Samjhaaun kya khud ko,
Hans doon ya ro doon, jaaniya

Haan..
Jaagi inn khaahishon ko,
Kaise main sulaaun, jaaniya
Jo bhi ho raha hai,
Kaise main chupaaun, jaaniya

Oh jaaniya, haal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Tune mujhe kya, kar diya..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Oh Jaaniya Haal Yeh

Oh Jaaniya Haal Yeh is a song from Wedding Pullav 2015. It is sung by Raj Pandit, Salim Merchant. Lyrics are credited to Irfan Siddique. Music information: Salim, Sulaiman Merchant. Read the lyrics above and view the Wedding Pullav 2015 album song list for more songs and album details.