O Sajna Na Poochh Mujhse Lyrics, Singer & Song Details

Krorepati 1961 album cover

Krorepati 1961 Album Details

Mohan Segal
Jaikishan, Shankar
Shailendra
Kishore Kumar,Shashikala, Kumkum

album songs
O Sajna Na Poochh Mujhse
Singer : Lata Mangeshkar

O Sajna Na Poochh Mujhse Lyrics

Song Title = O Sajana Na Puchh Mujhase
Movie/album = Krorepati (1961)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Shailendra
Music Director = Jaikishan, Shankar
Director = Mohan Segal
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((O saajna
Na puchh mujhse pyaar kya hai
Kitaab e dil mein padh ke dekh le
Ke pyaar kya hai
Pyaar kya hai o saajna
Na puchh mujhse pyaar kya hai
Kitaab e dil mein padh ke dekh le
Ke pyaar kya hai
Pyaar kya hai

Taaron se raat ko
Jab dil ki baat ho
Taaron se raat ko
Jab dil ki baat ho
Jaan lo ke jiya kho gaya
Ke dillagi mein dil kisi ka ho gaya
Jaan lo ke jiya kho gaya
Ke dillagi mein dil kisi ka ho gaya
O saajna
Na puchh mujhse pyaar kya hai
Kitaab e dil mein padh ke dekh le
Ke pyaar kya hai
Pyaar kya hai o saajna
Na puchh mujhse pyaar kya hai
Kitaab e dil mein padh ke dekh le
Ke pyaar kya hai pyaar kya hai

Hmm hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm hmm

Sapne mein har ghadi
Aaye jab ajnabi
Sapne mein har ghadi
Aaye jab ajnabi
Jaan lo ke ab to neend udi
Ke apni raat bhi paraayi ho gayi
Jaan lo ke ab to neend udi
Ke apni raat bhi paraayi ho gayi
O saajna
Na puchh mujhse pyaar kya hai
Kitaab e dil mein padh ke dekh le
Ke pyaar kya hai
Pyaar kya hai o saajna
Na puchh mujhse pyaar kya hai
Kitaab e dil mein padh ke dekh le
Ke pyaar kya hai
Pyaar kya hai...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About O Sajna Na Poochh Mujhse

O Sajna Na Poochh Mujhse is a song from Krorepati 1961. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Krorepati 1961 album song list for more songs and album details.