O Re Khuda Lyrics, Singer & Song Details

Rush 2012 album cover

Rush 2012 Album Details

Shamin Desai, Priyanka Desai
Pritam Chakraborty
Kumaar
Neha Dhupia, Emraan Hashmi, Sagarika Ghatge, Aditya Pancholi, Rahul Singh

album songs
O Re Khuda
Singer : Javed Bashir

O Re Khuda Lyrics

Song Title = O Re Khuda
Movie/Album = Rush (2012)
Singer(s) = Javed Bashir
Music Director = Pritam Chakraborty
Lyricist = Kumaar

Mp3 Song Lyrics

((O re khuda
Yeh tune kya kiya
Gum de diya gum de diya
O re khuda
Yeh tune kya kiya
Gum de diya gum de diya

Meri zindagi ki har khushi mein shaamil tum ho
Meri bandagi ki har ghadi mein shaamil tum
Ho maine jitni bhi duaayein maangi ab tak rab se
Meri unn sabhi duaaon ka haasil tum
Ik mauj hoon main aur mera sahil tum ho
Aur ik safar hoon main hoon meri manzil tum
Maine jitni bhi duaayein maangi ab tak rab se
Meri unn sabhi duaaon ka haasil tum

O re khuda
Yeh tune kya kiya
Gum de diya gum de diya
O re khuda
Yeh tune kya kiya
Gum de diya gum de diya

[O re khuda khuda khuda khuda
O re khuda khuda khuda khuda ]

Meri zindagi ka khushnama sa mausam tum ho
Oh meri tishnagi ka manchila sa saavan tum
Kabse mujhe tamanna hai tumko paane ki
Ab chodh bhi do mujhko aazmana tum
Ho mere raastein mein baadlon ka aana tum ho
Meri dhoop mein ho baarishon ka aana tum
Tumhein yaad karta rehta hoon main din mein shab mein
Meri yaad se kabhi na door jaana tum

O re khuda
Yeh tune kya kiya
Gum de diya gum de diya
O re khuda
Yeh tune kya kiya
Gum de diya gum de diya

[Dil ke mehmaan teri yaad liye baithein hain
Zabte dil kisse kahin zapt kiye baithein hain
Maut se kehdo faraz hum ko na majboor kare
Jinki cheez hai hum unko diye baithein hai]

O re khuda
Yeh tune kya kiya
Gum de diya gum de diya
O re khuda
Yeh tune kya kiya
Gum de diya gum de diya

Khuda ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About O Re Khuda

O Re Khuda is a song from Rush 2012. It is sung by Javed Bashir. Lyrics are credited to Kumaar. Music information: Pritam Chakraborty. Read the lyrics above and view the Rush 2012 album song list for more songs and album details.