O Piya Bahroopiya Lyrics, Singer & Song Details

Kali Ghata 1980 album cover

Kali Ghata 1980 Album Details

Ved Rahi
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Shashi Kapoor, Rekha, Danny Denzongpa

album songs
O Piya Bahroopiya
Singer : Asha Bhosle

O Piya Bahroopiya Lyrics

Song Title = O Piya Bahroopiya
Movie/Album = Kali Ghata (1980)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal

Mp3 Song Lyrics

((O piya bahrupiya hum diwane na pahchane
Pyar dusman se hamne kiya
Pyar dusman se hamne kiya
O piya bahrupiya hum diwane na pahchane
Pyar dusman se hamne kiya
Pyar dusman se hamne kiya

Tune chhedi ek kahani
Tune chhedi ek kahani
Hum sacha samjhe ki nadani
Anjane me hamne haske
Tere gum ka jahar pi liya
Pyar dusman se hamne kiya
Pyar dusman se hamne kiya

Jab jab tujhko yad karenge
Tadpenge fariyad karenge
Jab jab tujhko yad karenge
Tadpenge fariyad karenge
Nind udake chain churake
Kya diya tune dhokha diya
Pyar dusman se hamne kiya
Pyar dusman se hamne kiya

Pyar kabhi insaf karega
Dosh tera na maf karega
Pyar kabhi insaf karega
Dosh tera na maf karega
O piya bahrupiya hum diwane na pahchane
Pyar dusman se hamne kiya
Pyar dusman se hamne kiya....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About O Piya Bahroopiya

O Piya Bahroopiya is a song from Kali Ghata 1980. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Kali Ghata 1980 album song list for more songs and album details.