O Paape Na Sharma Lyrics, Singer & Song Details

Sagai 1966 album cover

Sagai 1966 Album Details

S D Narang
Ravi Shankar Sharma
Rajendra Krishan
Biswajeet, Rajshree, Johny Walker, Prem Chopra, Helen

album songs
O Paape Na Sharma
Singer : Mohammed Rafi

O Paape Na Sharma Lyrics

Song Title = O Paape Na Sharma
Movie/album = Sagaai (1966)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director = S.D. Narang

Mp3 Song Lyrics

((O paape na sharma
Kuchh garmi sardi kha
Aaj khushi ka din hai pyaare
Jab bhi wab bhi paa
O paape na sharma
Kuchh garmi sardi kha
Aaj khushi ka din hai pyaare
Jab bhi wab bhi paa
O paape na sharmaa

Badh ke lagaa le hothon se jaam ko
Aaye hain door se jalwe salaam ko
Badh ke lagaa le hothon se jaam ko
Aaye hain door se jalwe salaam ko
Roz nahin milte ye mauke
Kuchh to rang zama
O paape na sharma
Kuchh garmi sardi kha
Aaj khushi ka din hai pyaare
Jab bhi wab bhi paa
O paape na sharma

Aankhon ki mastiyaan
Pyaalon mein ghol de
Dil me jo baat hai khul ke wo bol de
Aankhon ki mastiyaan
Pyaalon mein ghol de
Dil me jo baat hai khul ke wo bol de
Kahte hain zulfon ke saaye
Pyaar ke raahi haan
O paape na sharma
Kuch garmi sardi kha
Aaj khushi ka din hai pyaare
Jab bhi wab bhi paa
O paape na sharma

Le le sahaara baahein pukarein
Chali na jaayein aake baharein
Le le sahaara baahen pukarein
Chali na jaayein aake baharein
Aankhon se aankhein takra ke
Dil ki pyaas bujha
O paape na sharma
Kuchh garmi jaldi kha
Aaj khushi ka din hai pyaare
Jab bhi wab bhi paa
O paape na sharmi
Kuchh garmi sardi kha
Aaj khushi ka din hai pyaare
Jab bhi wab bhi paa
O papapapa
Paape na sharma..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About O Paape Na Sharma

O Paape Na Sharma is a song from Sagai 1966. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Sagai 1966 album song list for more songs and album details.