O Meri Mummy Lyrics, Singer & Song Details

2 October 2003 album cover

2 October 2003 Album Details

Sunil Tiwari
None
None
Ashutosh Rana, Saadhika, Sharat Saxena

album songs
O Meri Mummy
Singer : Master Shubham Tiwari

O Meri Mummy Lyrics

Song Lyrics Title = O Meri Mummy
Song Lyrics Movie = 2 October 2003
Film Director = Sunil Tiwari
Film Producer = K G Sharma, Sunil Tiwari
singer = Master Shubham Tiwari

Mp3 Song Lyrics

((o meri mummy o mere daddy aapka pyaar aapka pyaar
o meri mummy o mere daddy aapka pyaar aapka pyaar
aapke hi charno me hai chaaro dhaam chaaro dhaam

aap hi me brahmaa aap hi me hai vishnu
aap hi me brahmaa aap hi me hai vishnu
aap hi me mahesh ji aap hi ko mai puju
ho aap hi me mahesh ji aap hi ko mai puju
hai prarthna bhagvaan se har janam me ho aapka pyaar
o meri mummy o mere daddy aapka pyaar aapka pyaar

yahi rin hai aisa jo seva kar ke chukaaye
yahi rin hai aisa jo seva kar ke chukaaye
dhan aur dhaulat se bhi iska muly chuka na paaye
ho dhan aur dhaulat se bhii iska muly chuka na paaye
seva karu mai har janam me bas yahi hai armaan
parampita se yahi prarthna karu mai baarambaar
o meri mummy..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

O Meri Mummy Video

About O Meri Mummy

O Meri Mummy is a song from 2 October 2003. It is sung by Master Shubham Tiwari. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the 2 October 2003 album song list for more songs and album details.