O Meri Jaan Lyrics, Singer & Song Details

Teesra Kaun 1965 album cover

Teesra Kaun 1965 Album Details

Mohammed Hussain
Rahul Dev Burman
Anand Bakshi
Feroz Khan, Kalpana, Paro, Shashikala, Rajan Haksar

album songs
O Meri Jaan
Singer : Mohammed Rafi

O Meri Jaan Lyrics

Song Title = O Meri Jaan
Movie/Album = Teesra Kaun (1965)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = Mohammed Hussain

Mp3 Song Lyrics

((Oo meri jaan,
Meri jaan tu khafa hai to kya huya
Ye sitam ye ada hai to kya huya
Mai to bas ek diwana hu
Husn wale to khuda se bhi ruth jate hai
Husn wale to khuda se bhi ruth jate hai

Ye husn ki hai aadat purani
Tadpe mohabbat tarse jawani
Hotho pe shikve aankho mein pani
Hum aashiqo ki hai ye nishani
Oo meri jaan tu khafa hai to kya huya
Ye sitam ye ada hai to kya huya
Main to bas ek deewana hu
Husn wale to khuda se bhi ruth jate hai
Husn wale to khuda se bhi ruth jate hai

Main bhi yaha hu tu bhi yahi hai
Uspe sanam ye rut bhi hansi hai
Aisa sitamgar hoye koi kahi hai
Aise metere lab pe nahi hai
Oo meri jaan tu khafa hai to kya huya
Ye sitam ye ada hai to kya huya
Main to bas ek deewana hu
Husn wale to khuda se bhi ruth jate hai
Husn wale to khuda se bhi ruth jate hai))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About O Meri Jaan

O Meri Jaan is a song from Teesra Kaun 1965. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Teesra Kaun 1965 album song list for more songs and album details.