O Meri Deboshree Lyrics, Singer & Song Details

Life Ki Toh Lag Gayi 2012 album cover

Life Ki Toh Lag Gayi 2012 Album Details

Rakesh Mehta
Vinay Jaiswal
Vinay Jaiswal
Kay Kay Menon, Ranvir Shorey, Jackie Shroff, Neha Bhasin, Neeraj Vora, Sharat Sa

album songs
O Meri Deboshree
Singer : Nitin Bali

O Meri Deboshree Lyrics

Song Title = O Meri Deboshree
Movie/Album = Life Ki Toh Lag Gayi (2012)
singer = Nitin Bali
Music Director = Vinay Jaiswal
Lyricist = Vinay Jaiswal

Mp3 Song Lyrics

((bas yaade hai yaado ka kya, jo vade the vado ka kya
rag rag me tera pyar basa, bejan hu mai jindagi ka kya
sawalo ke uljhan me, dhundu mai apne yaar ko
khyalo ke daldal me, tadpu mai tere pyar ko
kyo jala diya jite jee, kyo mita diya jite jee
kyo jala diya jite jee, kyo mita diya jite jee
kyo mita diya jite jee
o meri deboshi, o meri deboshi

mera wasta alag sahi, tera rasta alag sahi
bas dokha tha koi pyar nahi, kyo bewajah gumrah kiya
tere ishq me fuke sat janam, tune mujhko hi fuk diya
kyo jala diya jite jee, kyo mita diya jite jee
kyo jala diya jite jee, kyo mita diya jite jee
kyo mita diya jite jee
o meri deboshi, o meri deboshi

bas jeena hai jeene se kya, ab jeene se kya
bas jeene hai jeene se kya, ab maut hi hai meri mahbuba
rag rag me tera pyar basake, sanse kar lunga gumsuda
sawalo ke uljhan me, dhundu mai apne yaar ko
khyalo ke daldal me, tadpu mai tere pyar ko
kyo jala diya jite jee, kyo mita diya jite jee
kyo jala diya jite jee, kyo mita diya jite jee
kyo jala diya jite jee, kyo mita diya jite jee
kyo jala diya jite jee, kyo mita diya jite jee
kyo mita diya jite jee
o meri bewafa deboshi..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About O Meri Deboshree

O Meri Deboshree is a song from Life Ki Toh Lag Gayi 2012. It is sung by Nitin Bali. Lyrics are credited to Vinay Jaiswal. Music information: Vinay Jaiswal. Read the lyrics above and view the Life Ki Toh Lag Gayi 2012 album song list for more songs and album details.