O Mere Shahe Khuban Lyrics, Singer & Song Details

Love In Tokyo 1966 album cover

Love In Tokyo 1966 Album Details

Pramod Chakravorty
Jaikishan, Shankar
Hasrat Jaipuri
Joy Mukherjee, Asha Parekh, Mehmood, Pran

album songs
O Mere Shahe Khuban
Singer : Lata Mangeshkar

O Mere Shahe Khuban Lyrics

Song Title = O Mere Shahe Khuban
Movie/album = Love In Tokyo (1966)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Composer = Jaikishan , Shankar
Director = Pramod Chakravorty
Music Label = Saregama Music

Mp3 Song Lyrics

((o mere shaahe khuba, o meri jaanejanana
tum mere paas hote ho, koi dusara nahi hota
tum mere paas hote ho, koi dusara nahi hota
o mere shaahe khuba, o meri jaanejanana
tum mere paas hote ho, koi dusara nahi hota

kab khayalo ki dhup dhalti hai
har kadam par shama si jalti hai
mera saya jidhar bhi jata hai
teri tasveer saath chalti hai
o mere shaahe khuba, o meri jaanejanana
tum mere paas hote ho, koi dusara nahi hota
tum mere paas hote ho, koi dusara nahi hota

tum ho sehra me tum gulista me
tum ho jarro me tum biyaba me
maine tum ko kaha kaha dekha
chupke rehte ho tum rag jaa me
o mere shaahe khuba, o meri jaanejanana
tum mere paas hote ho, koi dusara nahi hota
tum mere paas hote ho, koi dusara nahi hota

meri aankho ki justaju tum ho
iltaja tum ho aarzoo tum ho
main kisi aur ko to kya jaanu
meri ulfat ki aabru tum ho
o mere shaahe khuba, o meri jaanejanana
tum mere paas hote ho, koi dusara nahi hota
tum mere paas hote ho, koi dusara nahi hota..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About O Mere Shahe Khuban

O Mere Shahe Khuban is a song from Love In Tokyo 1966. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Love In Tokyo 1966 album song list for more songs and album details.