O Mehndee Rang Layee Aaj Lyrics, Singer & Song Details

Chal Mere Bhai 2000 album cover

Chal Mere Bhai 2000 Album Details

David Dhawan
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Sanjay Dutt, Salman Khan, Karisma Kapoor

album songs
O Mehndee Rang Layee Aaj
Singer : Alka Yagnik, Jaspinder, Sonu

O Mehndee Rang Layee Aaj Lyrics

Song Lyrics = O Mehndee Rang Layee Aaj
Song Lyrics Movie or Album = Chal Mere Bhai
Singer(s) = Alka Yagnik, Jaspinder Narula, Sonu Nigam, Udit Narayan
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = David Dhawan
Music Label = T-Series
Release on = 5th May, 2000

Mp3 Song Lyrics

((o mehndee rang layee aaj layee teree sagayee
mehndee rang layee aaj layee teree sagayee) - (2)
tere hathan key sajde me rang birange phute - (2)
mangdi han assi ayyo duwaye rang kabhee naa chhute - (2)

oye kudiye, oye kudiye tere tan se fisal naa jaye - (2)
tera lal dupatta malmal kaa - (2)

oye mundiya oye mundiya sine se nikal naa jaye - (2)
arman tere dil pagal kaa - (2)

aasheek majnu aawara tha, sabkee najro kaa mara tha
kya chein se udta phirta tha, kitna khushal kawara tha
oye goriye, oye goriye tune udte panchhee ko - (2)
dil key pinjre me band kiya - (4)

aa hosh me aa nadan jara, too man mera ehsan jara
chal dekh meree inn aankho me, meree chahat ko pehchan jara
oye pagle, oye pagle kaise tujhko samjhau - (2)
kyon maine isay pasand kiya - (4)

mere bhai sidha sadha hai, yeh ladkee chheil chhabilee hai
hai rang rop kee theek thak, bheje se thodee dhilee hai
oye baliye oye baliye mere yar jamegi kaise - (2)
gillee dande kee jodee hai - (4)

mano mera kehna logo, meree sunarta se pagal hain
sach kehtee hopon mujhko toh yeh, bhai kaa chamcha lagata hai
oye chhaliye oye chhaliye jara dekhle too aaina - (2)
tere mann me koyee chor hai - (4)

chhodo naa yu takrar karo, khushiyo kee ghadee hai pyar karo
ek duje se naa uljhoge, mere samne tum ijhahar karo
oye hiriye, oye hiriye yeh toh bhola bhala hai - (2)
mat man bura iss ranjhe kaa - (4)

oye kudiye oye kudiye tere tan se fisal naa jaye
tera lal dupatta malmal kaa - (2)

oye mundiya oye mundiay sine se nikal naa jaye
arman tere dil pagal kaa - (2)

tera lal dupatta malmal kaa - (6) ))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About O Mehndee Rang Layee Aaj

O Mehndee Rang Layee Aaj is a song from Chal Mere Bhai 2000. It is sung by Alka Yagnik, Jaspinder, Sonu. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Chal Mere Bhai 2000 album song list for more songs and album details.