O Maanjhi Re Jaaye Kahaan Lyrics, Singer & Song Details

Bandhe Haat 1973 album cover

Bandhe Haat 1973 Album Details

O.P. Goyle
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Mumtaz, Amitabh Bachchan, Ajit

album songs
O Maanjhi Re Jaaye Kahaan
Singer : Asha Bhosle

O Maanjhi Re Jaaye Kahaan Lyrics

Song Title = O Maanjhi Re Jaaye Kahaan
Movie/Album Name = BANDHE HAATH
Singer(s) = ASHA BHOSLE
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = O.P. Goyle
Music Label = Saregama
Release on = 15th January, 1973

Mp3 Song Lyrics

((o maanjhi - 4) re jaaye kahaan) - 2
kahaan
nainon mein mere ghata ghanaghor
saanson mein uthe pavan ka shor
aane vaala hai re koyi tuufaan
o maanjhi

pyaar o maanjhi tera jhuutha hai
mit banake tuune luuta hai
bhari duniya mein akeli huun
jaan ghaayal dil tuuta hai
suujhe nahin aar paar
laaya kahaan tera pyaar
o maanjhi

tu mera hai mainne socha tha
yahi sapana tha nigaahon mein
tu khiwaiya hoga re jivan ka
paar utaruungi teri baahon mein
ek tu hi tha mera
aur tu bhi chal diya
o maanjhi ..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

O Maanjhi Re Jaaye Kahaan Video

About O Maanjhi Re Jaaye Kahaan

O Maanjhi Re Jaaye Kahaan is a song from Bandhe Haat 1973. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Bandhe Haat 1973 album song list for more songs and album details.