O Kanhaiya Aaj Aana Lyrics, Singer & Song Details

Kanhaiya 1959 album cover

Kanhaiya 1959 Album Details

Om Prakash
Jaikishan, Shankar
Hasrat Jaipuri, Shailendra
Raj Kapoor, Nutan, Lalita Pawar

album songs
O Kanhaiya Aaj Aana
Singer : Lata Mangeshkar

O Kanhaiya Aaj Aana Lyrics

Song Title = O Kanhaiya Aaj Aana
Movie/Album = kanhaiya (1959)
Singer = Lata Mangeshkar
Lyricist = Hasrat Jaipuri, Shailendra
Music Director = Shankar Jaikishan

Mp3 Song Lyrics

((o kanhaiya o kanhaiya aaj aana khvab me
apni radha ko gale se tu lagana khvab me
o kanhaiya o kanhaiya aaj aana khvab me
apni radha ko gale se tu lagana khvab me

nain hamare tera mandir aur ye dil aarti
aur ye dil aarti
le gayi hai dil hamara teri surat savari
teri surat savari
kah rahi hai gungunakar man ki koyal bavari
man ki koyal bavari
o kanhaiya o kanhaiya aaj aana khvab me
apni radha ko gale se tu lagana khvab me

jab suhani sham aaye yad aaye shaam ki
yaad aaye shaam ki
jap rahi hun prem mala mai tumhare nam ki
mai tumhare nam ki
tum nahi meri vyakul zindagi kis kam ki
o kanhaiya o kanhaiya aaj aana khvab me
apni radha ko gale se tu lagana khvab me

aaj palako ke jharokho mai bula lungi tujhe
mai bula lungi tujhe
dil ke sihasa pe mohan mai bitha lungi tujhe
mai bitha lungi tujhe
dono aankhe mich lungi aur chupaa lungi tujhe
o kanhaiya o kanhaiya aaj aana khvab me
apni radha ko gale se tu lagana khvab me
o kanhaiya o kanhaiya aaj aana khvab me......))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About O Kanhaiya Aaj Aana

O Kanhaiya Aaj Aana is a song from Kanhaiya 1959. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri, Shailendra. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Kanhaiya 1959 album song list for more songs and album details.