O Balma Mere Balma Lyrics, Singer & Song Details

Thief Of Bagdad 1977 album cover

Thief Of Bagdad 1977 Album Details

Clive Donner
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Roddy MacDowall, Kabir Bedi, Terence Stamp, Peter Ustinov

album songs
O Balma Mere Balma
Singer : Anuradha Paudwal

O Balma Mere Balma Lyrics

Song Title = O Balma Mere Balma
Movie/album =Thief Of Bagdad 1977
Singer = Anuradha Paudwal
Lyricist = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal

Mp3 Song Lyrics

((o balma mere balma
mai teri aankho ki galiyo me kho gayi hu
tu mera ho na ho mai teri ho gayi hu
balma balma mere balma balma ho mere balma

jannat ke khwab me ulfat ki nind se
jannat ke khwab me ulfat ki nind se
mujhko jagana na na na na chod ke jana na
mai teri palko ki chaw me so gayi hu
balma mere balma

kaisa anjan hai kitna nada hai
kaisa anjan hai kitna nada hai
mai tere pyar me baho ke haar me
saat phulo se apna dil bhi piro gayi
balma balma ho mere balma

ya teri yaad hai ya tera naam hai
ya teri yaad hai ya tera naam hai
dil me kuch or nahi hai
dil pe jor nahi hai dil pe jor nahi hai
aisa lagta hai mai diwani ho gayi
balma balma ho mere balma balma mere balma))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About O Balma Mere Balma

O Balma Mere Balma is a song from Thief Of Bagdad 1977. It is sung by Anuradha Paudwal. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Thief Of Bagdad 1977 album song list for more songs and album details.