O Ajnabi Happy Lyrics, Singer & Song Details

Main Prem Ki Diwani Hoon 2003 album cover

Main Prem Ki Diwani Hoon 2003 Album Details

Sooraj R Barjatya
None
None
Hrithik Roshan, Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor

album songs
O Ajnabi Happy
Singer : K. K., Chithra K S

O Ajnabi Happy Lyrics

Song Title = O Ajnabee (happy)
Movie/Album = MAIN PREM KI DIWANI HOON
Singer(s) = K. K., Chithra K S

Mp3 Song Lyrics

((O Ajnabee Mere Ajnabee
Na Jaane Aaye Tum Kahan Se
Itna Pyaara Laaye Tum Kahan Se
Yeh Raat Bhi Hai Saji Saji
O Ajnabee Mere Ajnabee

Dilwale Dekho Phir Mile Hai
Mile Hai
Jaane Kahan Hum Chale Hai
Chale Hai
Nazron Se Nazre Mili Hai
Hoto Se Hot Sile Hai
Ek Aag Si Hai Dabi Dabi
O Ajnabee Mere Ajnabee

Pyaar Ka Mausam Aata Hai
Aata Hai Ek Bar
Dil Diya Jaata Hai
Ek Baar Ek Baar
Jawan Jawan Dil Ki Dhadkan Mein
Koi Samaata Hai
Koi Samaata Hai Ek Baar Ek Baar
O Mujhe Kya Hua Main Udne Laga
O Ajnabee Mere Ajnabee

Ajnabee Teri Dil Churane Aaya Hai
Ajnabee Neende Udaane Aaya Hai
Lootne Waala Chain Kahan Paayega
Lootne Waala Khud Loot Ke Jaayega
Hain Jaayega Kahan Jiyega Yahan Marega Yahan
Yeh Ajnabee Tera Ajnabee Tera Ajnabee
Na Jaane Aaye Tum Kahan Se
Itna Pyaara Laaye Tum Kahan Se))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About O Ajnabi Happy

O Ajnabi Happy is a song from Main Prem Ki Diwani Hoon 2003. It is sung by K. K., Chithra K S. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Main Prem Ki Diwani Hoon 2003 album song list for more songs and album details.