Nuktaachin Hai Gam E Dil Lyrics, Singer & Song Details

Yahudi Ki Ladki 1933 album cover

Yahudi Ki Ladki 1933 Album Details

Premankur Atorthy
Pankaj Mullick
Mirza Ghalib
K. L. Saigal, Rattan Bai, Pahari Sanyal, Nawab

album songs
Nuktaachin Hai Gam E Dil
Singer : Kundan Lal Saigal

Nuktaachin Hai Gam E Dil Lyrics

Song Title = Nuktaachin Hai Gam E Dil
Movie/album = Yahudi Ki Ladki (1933)
Singers = Kundan Lal Saigal
Song Lyricists = Mirza Ghalib
Music Director = Pankaj Mullick
Director = Premankur Atorthy

Mp3 Song Lyrics

((Aa
Aa
Nuktaachi hai,
Gam-e-dil usako sunaaye na bane
Kyaa bane baat jahaan baat banaaye na bane
Kyaa bane baat jahaan baat banaaye na bane

Mai bulaataa to hun usako magar ai jazbaa-e-dil
Mai bulaataa to hun usako magar ai jazbaa-e-dil
Us pe ban jaaye kuchh aisi
Us pe ban jaaye kuchh aisi ki bin aaye na bane
Us pe ban jaaye kuchh aisi ki bin aaye na bane
Nuktaachi hai, gam-e-dil usako sunaaye

Bojh wo sar pe giraa
Bojh woh sar se giraa hai, ki uthaaye na uthe
Kaam wo aan padaa hai ke banaaye na bane
Kaam wo aan padaa hai ke banaaye na bane
Nuktaachi hai, gam-e-dil usako sunaaye

Ishq par zor nahi
Ishq par zor nahi hai ye vo aatish gaalib
Ke lagaaye na lage
Ke lagaaye na lage aur bujhaaye na ban
Ke lagaaye na lage aur bujhaaye na bane
Nuktaachi hai, gam-e-dil usako sunaaye...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Nuktaachin Hai Gam E Dil

Nuktaachin Hai Gam E Dil is a song from Yahudi Ki Ladki 1933. It is sung by Kundan Lal Saigal. Lyrics are credited to Mirza Ghalib. Music information: Pankaj Mullick. Read the lyrics above and view the Yahudi Ki Ladki 1933 album song list for more songs and album details.