Nikle The Kaha Jane Ke Lyrics, Singer & Song Details

Bahu Begum 1967 album cover

Bahu Begum 1967 Album Details

M. Sadiq
Roshanlal Nagrath
Sahir Ludhianvi
Ashok Kumar, Pradeep Kumar, Meena Kumari

album songs
Nikle The Kaha Jane Ke
Singer : Asha Bhosle

Nikle The Kaha Jane Ke Lyrics

Song Title = Nikle The Kaha Jane Ke Liye
Movie/album = Bahu Begum (1967)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Director = Roshanlal Nagrath
Director = M. Sadiq
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Nikle the kaha jane ke liye,
Pahunche hai kaha malum nahi
Pahunche hai kaha malum nahi
Abb apne bhatkate kadmo ko,
Manjil ka nisha malum nahi
Manjil ka nisha malum nahi

Hamne bhi kabhi ho
Hamne bhi kabhi iss gulshan me,
Ek khwabe bahara dekha tha
Ek khwabe bahara dekha tha
Kab phul jhade
Kab phul jhade kab gard udi,
Kab aayi khija malum nahi
Kab aayi khija malum nahi
Abb apne bhatkate kadmo ko,
Manjil ka nisha malum nahi
Manjil ka nisha malum nahi

Dil shola e gham
Dil shola e gham se khak huwa,
Ya aag lagi aramano me
Ya aag lagi aramano me
Kya chiz jali
Kya chiz jali kyon sine se
Utha hai dhuwa malum nahi
Utha hai dhuwa malum nahi
Abb apne bhatkate kadmo ko,
Manjil ka nisha malum nahi
Manjil ka nisha malum nahi

Barabad wafa ho
Barabad wafa ka afasana
Ham kise kahe, aur kaise kahe
Ham kise kahe, aur kaise kahe
Khamosh hain lab
Khamosh hain lab aur duniya ko
Ashko ki juban malum nahi
Ashko ki juban malum nahi

Nikle the kaha jane ke liye,
Pahunche hai kaha malum nahi
Pahunche hai kaha malum nahi
Abb apne bhatkate kadmo ko,
Manjil ka nisha malum nahi
Manjil ka nisha malum nahi...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Nikle The Kaha Jane Ke Video

About Nikle The Kaha Jane Ke

Nikle The Kaha Jane Ke is a song from Bahu Begum 1967. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Roshanlal Nagrath. Read the lyrics above and view the Bahu Begum 1967 album song list for more songs and album details.