Nigahon Ne Phenka Hai Lyrics, Singer & Song Details

Jaali Note 1960 album cover

Jaali Note 1960 Album Details

Shakti Samanta
Omkar Prasad Nayyar
Raja Mehdi Ali Khan
Dev Anand, Madhubala, Kundan

album songs
Nigahon Ne Phenka Hai
Singer : Mohammad Rafi, Asha Bhosle

Nigahon Ne Phenka Hai Lyrics

Song Title = Nigahon Ne Phenka Hai
Movie/Album Name = JAALI NOTE
Singer(s) = Mohammad Rafi, Asha Bhosle
Song Lyricists = Raja Mehdi Ali Khan
Music Director = Omkar Prasad Nayyar
Director = Shakti Samanta

Mp3 Song Lyrics

((asha
nigaahon ne phenka hai panje pe chhakka - 2
balam teraa-mera huwa pyaar paka
rafi
muhabbat mein dil ko laga aisa dhakka - 2
ladi aankh main rah gaya hakkaa-bakka

asha
nigaahon ne phenka hai panje pe chhakka

rafi
ghataaon ke ghuunghat mein chanda chhupaaye
labon par chamak bijaliyon ki sajaaye - 2
mere dil mein aise qadam tuune rakha - 2
ladi aankh main rah gaya hakkaa-bakka

asha
nigaahon ne phenka hai panje pe chhakka

asha
muqaddar ho raazi to duniya bhi raazi
muhabbat hai kya hai ye sab pattebaazi - 2
tere haath hai aaj qisamat ka yakka - 2
balam teraa-mera huwa pyaar paka

rafi
muhabbat mein dil ko laga aisa dhakka - 2

ishaara jo kar de mehfil suhani
laga dun abhi daanv par jindagani ..2
aji main hun aashique nas samjho uucchaka...2
ladi aankh main rah gaya hakkaa-bakka
asha
nigaahon ne phenka hai panje pe chhakka
rafi
muhabbat mein dil ko laga aisa dhakka - 2
ladi aankh main rah gaya hakkaa-bakka
asha
nigaahon ne phenka hai panje pe chhakka.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Nigahon Ne Phenka Hai

Nigahon Ne Phenka Hai is a song from Jaali Note 1960. It is sung by Mohammad Rafi, Asha Bhosle. Lyrics are credited to Raja Mehdi Ali Khan. Music information: Omkar Prasad Nayyar. Read the lyrics above and view the Jaali Note 1960 album song list for more songs and album details.