Nigahon Ka Adaon Ka Lyrics, Singer & Song Details

Chakkar Pe Chakkar 1977 album cover

Chakkar Pe Chakkar 1977 Album Details

Ashok Roy
Anandji, Kalyanji
Verma Malik
Shashi Kapoor, Rekha, Pran

album songs
Nigahon Ka Adaon Ka
Singer : Asha Bhosle

Nigahon Ka Adaon Ka Lyrics

Song Lyrics Title = Nigahon Ka Adaon Ka
Song Lyrics Movie = Chakkar Pe Chakkar
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Verma Malik
Music Director = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = Ashok Roy
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyricss

((Nigaho ka adao ka, nigaho ka adao ka
Wafao ka jafao ka, kon sa teer chalau
Mai kon sa teer chalau
Ab to meri marji pe hai bol kise ajmau
Nigaho ka adao ka, nigaho ka adao ka
Wafao ka jafao ka, kon sa teer chalau
Mai kon sa teer chalau

Re are o nadaa, hai jawani pe fida
Are o nadaa, hai jawani pe fida
Ise aaj tu apnale
Koi mang le sahara, koi mang le sahara
Na milega ye najara
Aaj dil se ise tu lagale
Dil tod ke tu jayega, phir tu aisa pachtayega
Sari jindagi jalta rahega aisi aag lagau
Nigaho ka adao ka, nigaho ka adao ka
Wafao ka jafao ka, kon sa teer chalau
Mai kon sa teer chalau

Ho aisa marungi nisana kar dungi mai diwana
Aisa marungi nisana kar dungi mai diwana
Tujhe mile na koi thikana
Tera chale na bahana, tera chale na bahana
Tujhe waha le jana jaha dhundhega sara jamana
Tera bachna ab hai muskil le aa gayi teri manjil
Ho tu tadap ke rah jayega aisa jal bichau
Nigaho ka adao ka, nigaho ka adao ka
Wafao ka jafao ka, kon sa teer chalau
Mai kon sa teer chalau
Ab to meri marji pe hai bol kise ajmau, kyu kise ajmau..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Nigahon Ka Adaon Ka

Nigahon Ka Adaon Ka is a song from Chakkar Pe Chakkar 1977. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Verma Malik. Music information: Anandji, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Chakkar Pe Chakkar 1977 album song list for more songs and album details.