Nigaahon Mein Mohabbat Ka Lyrics, Singer & Song Details

Jung Aur Aman 1968 album cover

Jung Aur Aman 1968 Album Details

Nanabhai Bhatt
G.S. Kohli
Anjaan
Mumtaz, Dara Singh, Mohan Choti

album songs
Nigaahon Mein Mohabbat Ka
Singer : Asha Bhosle

Nigaahon Mein Mohabbat Ka Lyrics

Song Title = Nigahon Me Mohabbat Ka
Movie/Album = Jung Aur Aman (1968)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Anjaan
Music Composer = G.S. Kohli
Director = Nanabhai Bhatt

Mp3 Song Lyrics

((Nigahon mein mohabbat ka
Jawa paigam le aaye
Bhari mehfil mein nazro ka
Nashila jaam le aaye

Chanchal adaye
Machalti huyi aandhiya
Katil yeh bahe
Chamakti huyi bijliya
Zulfen udau to
Ghatao ke bhi rang ude
Palke uthau to
Sitare sare tut pade
Yeh aanchal gulabi mera
Yeh sama sarabi sarabi hua
Chha gaya nasha
Nigahon mein mohabbat ka
Jawa paigam le aaye
Bhari mehfil mein nazro ka
Nashila jaam le aaye

Behti hawao se
Chhalki hai wo mastiya
Chhane lagi dono
Aalam pe madhoshiya
Phir yeh bahar yeh
Khumar yeh karar kaha
Chalti hai aisi bhi
Hawaye bar bar kaha
Ho main chali machalke
Yu haule haule
Jhumte yeh sare deewane bole
Aa gaya maza
Nigahon mein mohabbat ka
Jawa paigam le aaye
Bhari mehfil mein nazro ka
Nashila jaam le aaye...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Nigaahon Mein Mohabbat Ka

Nigaahon Mein Mohabbat Ka is a song from Jung Aur Aman 1968. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: G.S. Kohli. Read the lyrics above and view the Jung Aur Aman 1968 album song list for more songs and album details.