Nigaahon Ka Ishara Hai Lyrics, Singer & Song Details

Night Club 1958 album cover

Night Club 1958 Album Details

Naresh Saigal
Madan Mohan Kohli
Majrooh Sultanpuri
Ashok Kumar, Kamini Kaushal, Dhumal Nishi, Mubarak, Gope, Maruti, Helen, Iftekha

album songs
Nigaahon Ka Ishara Hai
Singer : Asha Bhosle, Shamshad Begum

Nigaahon Ka Ishara Hai Lyrics

Song Title = Nigahon Ka Ishara Hai
Movie/album = Night Club (1958)
Singers = Asha Bhosle, Shamshad Begum
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Madan Mohan Kohli
Director = Naresh Saigal

Mp3 Song Lyrics

((Nigaho ka ishara hai
Baho ka sahara hai
Yahi to hai mauka milale jara dil
Nigaho ka ishara hai
Baho ka sahara hai
Yahi to hai mauka milale jara dil

Mil gayi ankhiya to jhukne na de
Jal gayi batiya to rukne na de
Mil gayi ankhiya to jhukne na de
Jal gayi batiya to rukne na de
Are masti ka jamana hai
Mausam bhi diwana hai
Yahi to hai mauka milale jara dil
Nigaho ka ishara hai
Baho ka sahara hai
Yahi to hai mauka milale jara dil

Dil se tu dil ko pukare chali ja
Yuhi jara karti ishare chali ja
Dil se tu dil ko pukare chali ja
Yuhi jara karti ishare chali ja
Are kaisa nasha chaya hai
Koi muskaya hai
Yahi to hai mauka milale jara dil
Nigaho ka ishara hai
Baho ka sahara hai
Yahi to hai mauka milale jara dil

Pyar jo kiya to pyar karne bhi de
Uljhi hai lat to sawarne bhi de
Pyar jo kiya to pyar karne bhi de
Uljhi hai lat to sawarne bhi de
Are ye jo dilwala hai
Tera matwala hai
Yahi to hai mauka milale jara dil
Nigaho ka ishara hai
Baho ka sahara hai
Yahi to hai mauka milale jara dil.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Nigaahon Ka Ishara Hai

Nigaahon Ka Ishara Hai is a song from Night Club 1958. It is sung by Asha Bhosle, Shamshad Begum. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Madan Mohan Kohli. Read the lyrics above and view the Night Club 1958 album song list for more songs and album details.