Nehle Pe Dehla Title Lyrics, Singer & Song Details

Nehle Pe Dehla 2007 album cover

Nehle Pe Dehla 2007 Album Details

Ajay Y Chandok
Pritam Chakraborty
Panchhi Jalonvi
Sanjay Dutt, Saif Ali Khan, Bipasha Basu, Kim Sharma

album songs
Nehle Pe Dehla Title
Singer : Kunal Ganjawala, Shaan

Nehle Pe Dehla Title Lyrics

Song Title = Nehle Pe Dehla Title
Movie/album = Nehle Pe Dehla 2007
Singer = Kunal Ganjawala, Shaan
Song Lyricists = Panchhi Jalonvi
Music Composer = Pritam Chakraborty
Director = Ajay K. Chandok

Mp3 Song Lyrics

((Nehle pe dehla hum
Hum ko kya koyi ghum
Nehle pe dehla hum
Hum ko kya koyi ghum
Nehle pe dehla hum
Hum ko kya koyi ghum
Dil ka kehna maane hain
Hum to bas deewaane hain
Deewaanepan ki raahon mein
Sub jaane pehchaane hain
Paas kisi ke jo tu ho
Usaka dil bekaabu ho
Apana dil ho jaaye usika
Jiska dil bekabu ho
Nehle pe dehla hum
Hum ko kya koyi ghum
Nehle pe dehla hum
Hum ko kya koyi ghum

Teri ye ada, aankhon ki haya
Karati hai jara, ye baatein bhi
Saanson mein rahi, khushboo si teri
Dil toh meraa aaya tujhpehi
Dil ko dhoke khaane do
Pyaar mein ye sab hota hain
Pyaar mein jo badnaam huwa hain
Usaka hi rab hota hain
Nehle pe dehla hum
Hum ko kya koyi ghum
Nehle pe dehla hum
Hum ko kya koyi ghum

Nazaro se chuwa, mujhko jo jara
Jaane kya huwa, dil jaane na
Aankhon mein rahein chehara tera
Jaane kya kahein, dil se zhatake se
Dil ka kehna maane hain
Hum to bas deewaane hain
Deewaanepan ki raahon mein
Sub jaane pehchaane hain....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Nehle Pe Dehla Title

Nehle Pe Dehla Title is a song from Nehle Pe Dehla 2007. It is sung by Kunal Ganjawala, Shaan. Lyrics are credited to Panchhi Jalonvi. Music information: Pritam Chakraborty. Read the lyrics above and view the Nehle Pe Dehla 2007 album song list for more songs and album details.