Neend Mein Hai Lyrics, Singer & Song Details

Ek Vivaah Aisa Bhi 2008 album cover

Ek Vivaah Aisa Bhi 2008 Album Details

Kaushik Ghatak
Ravindra Jain
Ravindra Jain
Isha Koppikar, Sonu Sood, Anand Abhyankar

album songs
Neend Mein Hai
Singer : Shaan

Neend Mein Hai Lyrics

Song Title = Neend Mein Hai
Movie/Album = Ek Vivaah Aisa Bhi
Singers = Shaan
Song Lyricists = Ravindra Jain
Music Director = Ravindra Jain
Director = Kaushik Ghatak
Music Label = Big Music

Mp3 Song Lyrics

((Bala ka husn gajab ka
Shabab neend me hai
Bala ka husn gajab ka
Shabab neend me hai

Hai jism jaise gulista
Gulaab neend me hai
Hai jism jaise gulista
Gulaab neend me hai

Use zaraasa bhi padh lo
To shayari aa jaaye
Use zaraasa bhi padh lo
To shayari aa jaaye

Abhi ghajhal ki mukammal
Kitaab neend me hai
Abhi ghajhal ki mukammal
Kitaab neend me hai

Machal rahi hai
Mere dil me did ki hasrat
Machal rahi hai
Mere dil me did ki hasrat

Wo daale chehare pe
Neela nakaab neend me hain
Wo daale chehare pe
Neela nakaab neend me hain

Wo inkalab uthata hai
Leke angadaayi
Wo inkalab uthata hai
Leke angadaayi

Sawal jaaga huwa hai
Jawaab neend me hai
Sawal jaaga huwa hai
Jawab neend me hai....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Neend Mein Hai

Neend Mein Hai is a song from Ek Vivaah Aisa Bhi 2008. It is sung by Shaan. Lyrics are credited to Ravindra Jain. Music information: Ravindra Jain. Read the lyrics above and view the Ek Vivaah Aisa Bhi 2008 album song list for more songs and album details.