Neend Kabhi Rehti Thi Lyrics, Singer & Song Details

Aasra 1966 album cover

Aasra 1966 Album Details

Satyen Bose
Laxmikant , Pyarelal
Anand Bakshi
Mala Sinha, Biswajeet

album songs
Neend Kabhi Rehti Thi
Singer : Lata Mangeshkar

Neend Kabhi Rehti Thi Lyrics

Song Lyrics Title = Neend Kabhi Rehti Thi
Song Lyrics Movie = Aasra (1966)
Singer = Lata Mangeshkar
Music By = Laxmikant Pyarelal
Lyricist =Anand Bakshi


Mp3 Song Lyrics


((nind kabhi rahti thi aankho me
ab rahte hai saanvariya, ab rahte hai saanvariya
chain kabhi rahta tha is dil me
ab rahte hai saanvariya, ab rahte hai saanvariya

log mujhse kahe dekho udhar nikla hai chaand
kaun dekhe udhar jaane kidhar nikla hai chaand
chand kabhi rahta tha nazro me
ab rahte hai saanvariya, ab rahte hai saanvariya

jhuth boli pavan kahne lagi aayi bahaar
ham baag me gaye dekha vaha pyaar hi pyaar
phool rahte honge chaman me kabhi
ab rahte hai saanvariya, ab rahte hai saanvariya

baat pahle bhi aur tufaan se darte the ham
baat ab aur hai ab hai hame kaahe ka gam
saath kabhi maanjhi the sang lekin
ab rahte hai saanvariya, ab rahte hai saanvariya
nind kabhi rahti thi aankho me
ab rahte hai saanvariya, ab rahte hai saanvariya..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

About Neend Kabhi Rehti Thi

Neend Kabhi Rehti Thi is a song from Aasra 1966. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant , Pyarelal. Read the lyrics above and view the Aasra 1966 album song list for more songs and album details.