Neeli Neeli Ankhon Mein Lyrics, Singer & Song Details

Naach Govinda Naach 1990 album cover

Naach Govinda Naach 1990 Album Details

S Subhash
Amar Biswas, Utpal Biswas
Amar Biswas , Utpal Biswas
Govinda, Mandakini, Raj Kiran

album songs
Neeli Neeli Ankhon Mein
Singer : Jayshree Shivram, Udit Narayan

Neeli Neeli Ankhon Mein Lyrics

Song Title = Neeli Neeli Ankhon Me
Movie/Album = Naach Govinda Naach (1990)
Singers = Jayshree Shivram, Udit Narayan
Song Lyricists = Amar Biswas , Utpal Biswas
Music Composer = Amar Biswas, Utpal Biswas
Director = S.K. Subash

Mp3 Song Lyrics

((Neeli neeli ankhon mein
Kunwara dil kho gaya
Dil mera ab to tumhara dil ho gaya
O manda o manda
Neeli neeli ankhon mein
Kunwara dil kho gaya
Dil mera ab to tumhara dil ho gaya

Dil mujhe diya piya
Kiya bada ehsaan re uu.
Dil mujhe diya piya
Kiya bada ehsaan re
Dil kyaa hain tu jo maange
Dedu tujhe jaan re govinda govinda

Neeli neeli ankhon mein
Kunwara dil kho gaya
Dil mera ab to tumhara dil ho gaya
O manda o manda
Teri mithi baaton mein
Kunwara dil kho gaya
Dil mera ab to tumhara dil ho gaya

Pyar ki khusboo jaane kaise
Kab saanso mein ghul jaati hain
Palke koi khwaab jhukaye
Baat ye dil ki khul jaati hain
Par na na na are ha ha ha
Are na na na na na ha ha

Dekha tujhe dekha to
Deewani teri ho gayi
Jaane kaise kaamo mein
Jawaani meri kho gayi
Govinda govinda
Teri mithi baaton mein
Kunwara dil kho gaya
Dil mera ab to tumhara dil ho gaya

O manda o manda
Neeli neeli ankhon mein
Kunwara dil kho gaya
Dil mera ab to tumhara dil ho gaya))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Neeli Neeli Ankhon Mein

Neeli Neeli Ankhon Mein is a song from Naach Govinda Naach 1990. It is sung by Jayshree Shivram, Udit Narayan. Lyrics are credited to Amar Biswas , Utpal Biswas. Music information: Amar Biswas, Utpal Biswas. Read the lyrics above and view the Naach Govinda Naach 1990 album song list for more songs and album details.