Neelaam Ghar Mein Hamne Lyrics, Singer & Song Details

Clerk 1989 album cover

Clerk 1989 Album Details

Manoj Kumar
Jagdish Khanna, Uttam Singh
Manoj Kumar
Manoj Kumar, Ashok Kumar, Rajendra Kumar

album songs
Neelaam Ghar Mein Hamne
Singer : Lata Mangeshkar

Neelaam Ghar Mein Hamne Lyrics

Song Lyrics Title = Neelaam Ghar Mein Hamne
Song Lyrics Movie = Clerk
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Manoj Kumar
Music Director = Jagdish Khanna, Uttam Singh
Director = Manoj Kumar
Music Label = T-Series
Release on = 27th March, 1989

Mp3 Song Lyrics

((Ho ho, ho ho ho, ho ho
Ho ho, ho ho ho hoho
Ho ho ho ho ho

Neelam ghar me humne neelam ho ke dekha
Yaro ab hum apne ghar jayenge,jayenge
Yaro ab hum apne ghar jayenge
Dekhti rah jayegi duniya
Apne bharat pe mar jayenge
Bharat pe mar jayenge
Apne bharat pe mar jayenge

Pathrile path pe hai sath sath chalna
Bichud bichud ke hume baar milna
Pathrile path pe hai sath sath chalna
Bichud bichud ke hume baar milna

Daave se kahate hai,jo na ki ho kisi ne
Ek o ek aisi mohbbat kar jayenge
Apne bharat pe mar jayenge
Bharat pe mar jayenge
Apne bharat pe mar jayenge

Deewangi ki kya baat kro ho humse
Aashiqi kya baat karo ho humse

Daave se kahate hai,jo na ki ho kisi ne
Ek o ek aisi ibbabat kar jayenge
Apne bharat pe mar jayenge
Bharat pe mar jayenge
Apne bharat pe mar jayenge
Diwangi ki kya baat kro ho humse
Aashiqi kya baat karo ho humse

Neelam ghar me
Humne neelam ho ke dekha
Yaro ab hum apne ghar jayenge,jayenge
Yaro ab hum apne ghar jayenge
Dekhti rah jayegi duniya
Apne bharat pe mar jayenge
Bharat pe mar jayenge
Apne bharat pe mar jayenge
Haha bharat pe mar jayenge
O bharat pe mar jayenge...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Neelaam Ghar Mein Hamne

Neelaam Ghar Mein Hamne is a song from Clerk 1989. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Manoj Kumar. Music information: Jagdish Khanna, Uttam Singh. Read the lyrics above and view the Clerk 1989 album song list for more songs and album details.