Neela Aasman So Gaya Lyrics, Singer & Song Details

Silsila 1981 album cover

Silsila 1981 Album Details

Yash Chopra
Shiv Hari
Javed Akhtar
Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor, Jaya Bachchan, Rekha

album songs
Neela Aasman So Gaya
Singer : Lata Mangeshkar

Neela Aasman So Gaya Lyrics

Song Title = Neela Aasman So Gaya
Movie/album = Silsila
Singer(s) = Lata Mangeshkar
Lyricists = Javed Akhtar
Music Director = Shiv-Hari

Mp3 Song Lyrics

((nila aasmaan so gaya, nila aasmaan so gaya ho
nila aasmaan so gaya

aansuo me chaand dooba raat murjhaayi
zindagi me door tak phaili hai tanhaayi
jo guzre ham pe woh kam hai
tumhaare gham ka mausam hai
nila aasmaan so gaya, nila aasmaan so gaya

yaad ki waadi me goonje bite afsaane
yaad ki waadi me goonje bite afsaane
hamsafar jo kal the ab thehre woh begaane
mohabbat aaj pyaasi hai, badi gehri udaasi hai
nila aasmaan so gaya ho nila aasmaan so gaya

nila aasmaan so gaya, nila aasmaan so gaya
nila aasmaan so gaya..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Neela Aasman So Gaya

Neela Aasman So Gaya is a song from Silsila 1981. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Shiv Hari . Read the lyrics above and view the Silsila 1981 album song list for more songs and album details.