Nazar Se Phool Chunti Hai Lyrics, Singer & Song Details

Ahista Ahista 1981 album cover

Ahista Ahista 1981 Album Details

Ismayeel shroff
Mohammed Zahur Khayyam
Muqtida Hasan Nida Fazli
Kunal Kapoor, Padmini Kolhapure, Shashikala, Nanda

album songs
Nazar Se Phool Chunti Hai
Singer : Anwar Hussain, Asha Bhosle

Nazar Se Phool Chunti Hai Lyrics

Song = Nazar Se Phul Chunti Hai Nazar
Movie = Aahista Aahista 1981
Singer(s) = Anwar Hussain, Asha Bhosle
Music By = Mohammed Zahur Khayyam
Lyricist(s) = Muqtida Hasan Nida Fazli


Mp3 Song Lyrics

((Nazar se phul chunti hai nazar - 2
Aahista aahista - 2
Mohabbat rang lati hai magar
Aahista aahista - 2

(Dua ye de rahe hai
Pedh mausam jogiye sahel
Tumhara sath hai jab se
Her ek manjar naya sa hai) - (2)

Hasin lagne lagi har rah gujar - 2
Aahista aahista - 2
Mohabbat rang lati hai magar
Aahista aahista - 2

Bahut ache tum - 2
(Fir bhi tumse ye haya kyu hai
Tumhi bolo humare darmiya
Ye fashla kyu hai) - (2)
Maja jab hai ki tay ho ye safar - 2
Aahista aahista - 2
Mohabbat rang lati hai magar - 2
Aahista aahista - 2

(Humesha se akele pan me
Koi muskurata hai
Ye rista pyar ka hai
Aasma se ban ke aata hai) - (2)

Magar hoti hai dil ko ye khabar - 2
Aahista aahista - 2
Mohabbat rang lati hai magar - 2
Aahista aahista - 2

Nazar se phul chunti hai nazar - 2
Aahista aahista - 2
Mohabbat rang lati hai magar - 2
Aahista aahista - 2 ))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Nazar Se Phool Chunti Hai Video

About Nazar Se Phool Chunti Hai

Nazar Se Phool Chunti Hai is a song from Ahista Ahista 1981. It is sung by Anwar Hussain, Asha Bhosle. Lyrics are credited to Muqtida Hasan Nida Fazli. Music information: Mohammed Zahur Khayyam. Read the lyrics above and view the Ahista Ahista 1981 album song list for more songs and album details.