Nazar Nazar Se Lyrics, Singer & Song Details

Main Nashe Mein Hoon 1959 album cover

Main Nashe Mein Hoon 1959 Album Details

Naresh Saigal
Jaikishan, Shankar
Shailendra
Raj Kapoor, Mala Sinha, Leela Chitnis, Nazir Hussain, Mubarak

album songs
Nazar Nazar Se
Singer : Lata Mangeshkar

Nazar Nazar Se Lyrics

Song Title = Nazar Nazar Se
Movie/Album = Main Nashe Mein Hoon (1959)
Singers = Lata Mangeshkar, Mukesh
Song Lyricists = Shailendra
Music Director = Jaikishan, Shankar
Director = Naresh Saigal

Mp3 Song Lyrics

((Nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki
Nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki
Machal machal rahii hai raat ye bahaar ki
Ghadi nahin ye sabr kii na intazaar ki
Machal machal rahi hai raat ye bahaar ki
Ghadi nahin ye sabr ki na intazaar ki

Hole hole dheere dheere ghul ne lage dil
Ijak hati jijak miti ab hai kyaa muskil
Hole hole dheere dheere ghul ne lage dil
Ijak hati jijak miti ab hai kyaa muskil
Ye raat pyaar ki dilo ke haar ki
Ye raat pyaar ki dilo ke haar ki
Nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki
Machal machal rahii hai raat ye bahaar ki
Nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki

Jaate kahaan ruke yahaan saare raaste
Ham bhi aae dil bhii laae tere vaaste
Jaate kahaan ruke yahaan saare raaste
Ham bhii aae dil bhii laae tere vaaste
Ye raat pyaar ki dilon ke haar ki
Ye raat pyaar ki dilon ke haar ki
Nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki
Machal machal rahii hai raat ye bahaar ki
Ghadi nahin ye sabr kii na intazaar ki
Machal machal rahi hai raat ye bahaar ki
Nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Nazar Nazar Se

Nazar Nazar Se is a song from Main Nashe Mein Hoon 1959. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Main Nashe Mein Hoon 1959 album song list for more songs and album details.