Nazar Meri Badhi Idhar Se Lyrics, Singer & Song Details

Rustom E Hind 1965 album cover

Rustom E Hind 1965 Album Details

Kedar Kapoor
Hansraj Behl
Qamar Jalalabadi
Mumtaz, Dara Singh, Bihari

album songs
Nazar Meri Badhi Idhar Se
Singer : Asha Bhosle

Nazar Meri Badhi Idhar Se Lyrics

Song Title = Nazar Meri Badhi Idhar Se
Movie/album = Rustom E Hind 1965
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Qamar Jalalabadi
Music Director = Hansraj Behl
Director = Kedar Kapoor

Mp3 Song Lyrics

((Nazar mari badhi idhar se
Nazar teri badhi udhar se
Nazar phir mili nazar se
Mazar phir gayi lad lad lad
Nazar mari badhi idhar se
Nazar teri badhi udhar se
Nazar phir mili nazar se
Mazar phir gayi lad lad lad

Tera zalim ishara
Churaye dil hamara
Jidhar chahe tu leja
Haye haye haye
Tera zalim ishara
Churaye dil hamara
Jidhar chahe tu leja
Tu aankhe se bulaye
Main khichi khichi aau
Tu aise kare jadu
Palat ke na jau
Baat ek chali ishar se
Baat ek chali udhar se
Baat phir nikli baat se
Baat phir gayi bad bad bad

Yeh aashiq hai shikari
Gazab ke hai khiladi
Suno inka fasana
Hoye hoye hoye
Yeh aashiq hai shikari
Gazab ke hai khiladi
Suno inka fasana
Rahe khoye khoye
Na soye na jage
Haseena jaha dekhe
Yeh pichhe pichhe bhage
Teer ek chala idhar se
Teer ek chala udhar se
Teer do mile palat ke
Dilo mein gaye ad ad ad

Fijaye hai gulabi
Zamana hai sharabi
Bhula de tu bhi tauba
Haye haye haye
Fijaye hai gulabi
Zamana hai sharabi
Bhula de tu bhi tauba haye
Hawao ka deewana banate
Jau main yu pita jaye tu
Pilati jai main
Jaam ek chala idhar se
Jaam ek chala udhar se
Jaam jab mile chhlkte
Nasha phir gaya
Chad chad chad
Nazar mari badhi idharse
Nazar teri badi badhi udhar se
Nazar phir mili nazar se
Mazar phir gayi lad lad lad..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Nazar Meri Badhi Idhar Se

Nazar Meri Badhi Idhar Se is a song from Rustom E Hind 1965. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Qamar Jalalabadi. Music information: Hansraj Behl. Read the lyrics above and view the Rustom E Hind 1965 album song list for more songs and album details.