Nazar Ka Jhuk Jana Lyrics, Singer & Song Details

Passport 1961 album cover

Passport 1961 Album Details

Pramod Chakravorty
Anandj, Kalyanji
Qamar Jalalabadi
Pradeep Kumar, Madhubala, K N Singh, Nasir Hussain, Mehmood, Helen, Jagdish Raaj

album songs
Nazar Ka Jhuk Jana
Singer : Geeta Dutt

Nazar Ka Jhuk Jana Lyrics

Song Title = Nazar Ka Jhuk Jana
Movie/Album = Passport (1961)
Singers = Geeta Dutt
Song Lyricists = Qamar Jalalabadi
Music Director = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = Pramod Chakravorty

Mp3 Song Lyrics

((Nazar ka jhuk jana
Juba ka ruk jana
Isi ko meri ja
Mohabbat kahte hai
Nazar ka jhuk jana
Juba ka ruk jana
Isi ko meri ja
Mohabbat kahte hai

Badi hai rangin
Fizaye dekho
Tarana gao ji
Deewana kahta hai
Sabhi dilwale hue matwale
Bhare aayi hai
Jamana kahta hai
Baharo ko isharo
Ko samjhalo ji
Nazar ka jhuk jana
Juba ka ruk jana
Isi ko meri ja
Mohabbat kahte hai

Ye kali julfe agar
Bikhra du
Falak me awara
Ghataye ruk jaye
Najar ki sokhi
Agar dikhladu
Ghata ke daman
Me sitare chup jaye
Sitaro ko isharo
Ko samjh lo ji
Nazar ka jhuk jana
Juba ka ruk jana
Isi ko meri ja
Mohabbat kahte hai

Nashili rate
Najar se bate
Kisi se milne
Ke bahane milte hai
Udhar khamoshi
Idhar madhoshi
Aankho aankho
Me fasane bante hai
Isharo ko
Isharo ko samjh lo ji
Nazar ka jhuk jana
Juba ka ruk jana
Isi ko meri ja
Mohabbat kahte hai
Nazar ka jhuk jana
Juba ka ruk jana
Isi ko meri ja
Mohabbat kahte hai))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Nazar Ka Jhuk Jana

Nazar Ka Jhuk Jana is a song from Passport 1961. It is sung by Geeta Dutt. Lyrics are credited to Qamar Jalalabadi. Music information: Anandj, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Passport 1961 album song list for more songs and album details.