Nayi Hawa Mein Udne Dekho Lyrics, Singer & Song Details

Gaon Humara Shaher Tumhara 1972 album cover

Gaon Humara Shaher Tumhara 1972 Album Details

Naresh Kumar
Laxmikant, Pyarelal
Rajendra Krishan
Rajendra Kumar, Rekha, Sujit Kumar

album songs
Nayi Hawa Mein Udne Dekho
Singer : Mohammed Rafi

Nayi Hawa Mein Udne Dekho Lyrics

Song Title = Nayi Hawa Mein Udne Dekho
Movie/Album = Gaon Humara Shehar Tumhara (1972)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Laxmikant-Pyarelal
Director = Naresh Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Nayi hawa me udane dekho
Van ka mor chala
Apna gaon sambhalo
Mai to sahar ki aur chala
Apna gaon sambhalo
Mai to sahar ki aur chala

Nayi hawa me udane dekho
Van ka mor chala
Apna gaon sambhalo
Mai to sahar ki aur chala
Apna gaon sambhalo
Mai to sahar ki aur chala

Sunte hai sahar main
Jab jab sawan bhado aata hai
Sunte hai sahar main
Jab jab sawan bhado aata hai
Paani ki bundo ke badale hare note barsata hai
Bhar leta hai jholi jiska jitana jor chala
Apna gaon sambhalo
Mai to sahar ki aur chala
Apna gaon sambhalo
Mai to sahar ki aur chala

Ye bhi suna hi raat waha ki din ko sarmati hai
Ye bhi suna hi raat waha ki din ko sarmati hai
Diwaaro ko haath lagao to batti jal jaati hai
Apnae ghar to diya kabhi sari raat jala
Apna gaon sambhalo
Mai to sahar ki aur chala
Apna gaon sambhalo
Mai to sahar ki aur chala

Ye dharti aakash
Vaha bhi hoga ya na hoga
Ye dharti aakash
Vaha bhi hoga ya na hoga
Dekha jayega kismat me
Jo bhi likha hoga
Nikal pade jab ghar se
Kyu na karega ram bhala
Apna gaon sambhalo
Mai to sahar ki aur chala
Apna gaon sambhalo
Mai to sahar ki aur chala....))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Nayi Hawa Mein Udne Dekho

Nayi Hawa Mein Udne Dekho is a song from Gaon Humara Shaher Tumhara 1972. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Gaon Humara Shaher Tumhara 1972 album song list for more songs and album details.