Naye Purane Saal Mein Lyrics, Singer & Song Details

Raksha 1981 album cover

Raksha 1981 Album Details

Ravikant Nagaich
Rahul Dev Burman
Anand Bakshi
Agha, Parveen Babi, Prem Bedi

album songs
Naye Purane Saal Mein
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Naye Purane Saal Mein Lyrics

Song Title = Naye Purane Saal Mein
Movie/album = Raksha (1981)
Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = Ravikant Nagaich

Mp3 Song Lyrics

((Naye purane saal mein ek raat baki hai
Naye purane saal mein ek raat baki hai
Baki baate ho chuki ek baat baki hai
Naye purane saal mein ek raat baki hai
Naye purane saal mein ek raat baki hai
Baki bate ho chuki ek baat baki hai
Naye purane saal mein ek raat baki hai

Kahi hai koi apna kahi koi begana
Kaise apni baat kahe aakhir dil deewana
Kahi hai koi apna kahi koi begana
Kaise apni baat kahe aakhir dil deewana
Jab ji chahe kah lena mulakat baki hai
Naye purane saal mein ek rat baki hai
Baki bate ho chuki ek baat baki hai
Naye purane saal mein ek rat baki hai

Raat bani hai dulhan khush hai chand sitare
Mehfil me aa baithe dusman dost humare
Raat bani hai dulhan khush hai chand sitare
Mehfil me aa baithe dusman dost humare
Are aane wale dulha ki barat baki hai
Naye purane saal mein ek raat baki hai
Baki bate ho chuki ek baat baki hai
Naye purane saal mein ek raat baki hai

Sabka dil dhadkaye sal ka aana jana
Hamse bichhad raha hai sathi ek purana
Sabka dil dhadkaye sal ka aana jana
Hamse bichhad raha hai sathi ek purana
Bas ab thodi der ka ye sath baki hai
Naye purane saal mein ek raat baki hai
Naye purane saal mein ek raat baki hai
Baki bate ho chuki ek bat baki hai
Naye purane saal mein ek raat baki hai..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Naye Purane Saal Mein

Naye Purane Saal Mein is a song from Raksha 1981. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Raksha 1981 album song list for more songs and album details.